Tora Man Darpan Kahlaye song lyrics

Movie Kajal
Year 1965
Music By Ravi
Singer Asha Bhosle
Lricist Sahir Ludhianvi
Duration 3:34

Not Rated Yet

Tora Mann Darpan Kehalaye Bhale Bure Saare Karamo Ko Dekhe Aur Dikhaye Mann Hi Dewata, Mann Hi Eeshwar Mann Se Bada Na Koyee, Mann Ujiyara Jab Jab Faile, Jag Ujiyara Hoye Is Ujale Darpan Par Pranee, Dhul Na Zamaane Paaye Sukh Ki Kaliyaan Dukh Ke Kante, Mann Sab Ka Aadhar Mann Se Koyi Baat Chhupe Naa, Mann Ke Nain Hazar Jag Se Chaahe Bhaag Le Koyee, Mann Se Bhaag Na Paaye

Tora Man Darpan Kahlaye lyrics in hindi

तोरा मन दर्पण कहलाये भले बुरे सारे कर्मो को देखे और दिखाए मन ही देवता मन ही इश्वर मन से बड़ा न कोई मन उजियारा जब जब फैले जग उजियारा होये इस उजाले दर्पण पर प्राणी धूल न ज़माने पाये सुख की कलियाँ दुःख के कांटे मन सब का आधार मन से कोई बात छुपे ना मन के नैन हज़ार जग से चाहे भाग ले कोई मन से भाग न

More Lyrics of Kajal

Aap Ke Paas Agar Mujhe Na Mile Tum Chham Chham Ghungroo Bole Chhoo Lene Do Nazuk Honthon Ko Mehfil Men Teri Mere Bhaiya Mere Chanda Muddat Ki Tamannaon Ka Sila Samjhi Thi Ki Ye Ghar Mera Hai Tora Man Darpan Kahlaye Yeh Zulf Agar Khul Ke Bikhar Jaye Zara Si Aur Pila Do Bhang