Rangeen Fazan Hai song lyrics

Movie Bahu Beti
Year 1965
Music By Ravi
Singer Asha Bhosle and Mahendra Kapoor
Lricist Sahir Ludhianvi
Duration 3:20

Not Rated Yet

Rangeen Fiza Hai Rangeen Fiza Hai Aaja Ke Mera Pyar Tujhe Dhund Raha Hai Rangeen Fiza Hai Ye Kiski Sada Hai Ye Kiski Sada Hai Ye Kaun Mujhe Apni Taraf Kheench Raha Hai Ye Kiski Sada Hai Teri Bhi Hai Ye Meri Hi Aawaz Nahin Hai - 2 Aye Jaane Tamanna Ye Koyi Raaz Nahin Hai Tu Mujhse Juda Hoke Bhi Kab Mujhse Juda Hai Dil Dil Se Mila Hai Ye Kaun Mujhe Apni Taraf Kheench Raha Hai Ye Kiski Sada Hai Tum Mujh Ko Bulate Ho To Taala Nahin Jaata - 2 Apne Ko Kisi Tarah Sambhala Nahin Jaata Zulfon Ka Mujhse Hosh Na Aanchal Ka Pata Hai Ye Kaisa Nasha Hai Aaja Ke Mera Tujhe Dhund Raha Hai Rangeen Fiza Hai Duniya Ko Bhoola Kar Meri Baahon Mein Chali Aa - 2 Jazbaat Ki Befikar Panaho Mein Chali Aa Kahte Hai Jise Ishq Woh Jeene Ki Adaa Hai Achha Na Bura Hai Ye Kaun Mujhe Apni Taraf Kheench Raha Hai Ye Kiski Sada Hai Aaja Ke Mera Pyar Tujhe Dhund Raha Hai Rangeen Fiza Hai

Rangeen Fazan Hai lyrics in hindi

रंगीन फ़िज़ा है रंगीन फ़िज़ा है आजा के मेरा प्यार तुझे धुंद रहा है रंगीन फ़िज़ा है ये किसकी सदा है ये किसकी सदा है ये कौन मुझे अपनी तरफ खींच रहा है ये किसकी सदा है तेरी भी है ये मेरी ही आवाज़ नहीं है २ ए जाने तमन्ना ये कोई राज़ नहीं है तू मुझसे जुड़ा होक भी कब मुझसे जुड़ा है दिल दिल से मिला है ये कौन मुझे अपनी तरफ खींच रहा है ये किसकी सदा है तुम मुझ को बुलाते हो तो ताला नहीं जाता २ अपने को किसी तरह सम्भाला नहीं जाता ज़ुल्फ़ों का मुझसे होश न आँचल का पता है ये कैसा नशा है आजा के मेरा तुझे धुंद रहा है रंगीन फ़िज़ा है दुनिया को भूला कर मेरी बाहों में चली आ २ जज़्बात की बेफिक्र पनाहो में चली आ कहते है जिसे इश्क़ वो जीने की अदा है अच्छा न बुरा है ये कौन मुझे अपनी तरफ खींच रहा है ये किसकी सदा है आजा के मेरा प्यार तुझे धुंद रहा है रंगीन फ़िज़ा

More Lyrics of Bahu Beti

Aaj Hai Karwa Chauth Sakhi Bharat Maa Ki Aankh Ke Taro Jiyo To Aise Jiyo Meri Jaan Na Sata Tu Meri Maang Ke Rang Mein Rangeen Fazan Hai Sab Mein Shamil Ho Magar