Nigah E Naaz Ke song lyrics

Movie Barsat Ki Raat
Year 1960
Music By Roshan
Singer Asha Bhosle, Shankar Shambhu
Lricist Sahir Ludhianvi and Sahir
Duration 7:06

Not Rated Yet

Adaa Bijlee Badan Sholaa Bhanve Khajar Nazar Qaatil Galat Kya Hai Hamein Kahti Hai Ye Duniya Agar Qaatil To Phir Nigaah-E-Naaz Ke Maaro Ka Haal Kya Hoga Na Bach Sake To Bechaaro Ka Haal Kya Hoga Hami Ne Ishq Ke (Zara Dekho) Qaabil Banaa Diya Hai Tumhein Hami Na Ho To Nazaaro Ka Haal Kya Hoga Hamarehusn Ki Bijlee Chamakne Wali Hai Na Jaane Aaj Hazaaron Ka Haal Kya Hoga Bahaar-E-Husn Salaamat Khizaa Se Poochh Zara Kyaa? Ke Char Din Mein Bahaaron Ka Haal Kya Hoga Rag Par Naaz Na Kar Kyon Ki Rag Badal Jaata Hai Ye Woh Mahamaan Hai Jo Aaj Aata Hai Kal Jaata Hai Ishq Par Naaz Karein Koyi To Kuch Baat Bhi Hai Husn Ka Naaz Hi Kya Husn To Dhal Jaata Hai Bahar-E-Husn Salaamat Khizaa Se Poochh Zara Ke Char Din Mein Bahaaron Ka Haal Kya Hoga Taraana Hum Apne Chehare Se Padraa Uthaa To De Lekin Gareeb Chaand-Sitaaron Ka Haal Kya Hoga Muqaabalaa Hai To Phir Der Kya Hai Teer Chala

Nigah E Naaz Ke lyrics in hindi

अदा बिजली बदन शोला भंवे खजर नज़र क़ातिल गलत क्या है हमें कहती है ये दुनिया अगर क़ातिल तो फिर निगाह ए नाज़ के मारो का हाल क्या होगा न बच सके तो बेचारो का हाल क्या होगा हामी ने इश्क़ के ज़रा देखो क़ाबिल बना दिया है तुम्हें हामी न हो तो नज़ारो का हाल क्या होगा हमरेहूसँ की बिजली चमकने वाली है न जाने आज हज़ारों का हाल क्या होगा बहार ए हुस्न सलामत खिज़ा से पूछ ज़रा क्या के चार दिन में बहारों का हाल क्या होगा राग पर नाज़ न कर क्यों की राग बदल जाता है ये वो महमान है जो आज आता है कल जाता है इश्क़ पर नाज़ करें कोई तो कुछ बात भी है हुस्न का नाज़ ही क्या हुस्न तो ढाल जाता है बहार ए हुस्न सलामत खिज़ा से पूछ ज़रा के चार दिन में बहारों का हाल क्या होगा तराना हम अपने चहरे से पड़रा उठा तो दे लेकिन गरीब चाँद सितारों का हाल क्या होगा मुक़ाबला है तो फिर देर क्या है तीर

More Lyrics of Barsat Ki Raat

Barsat Ki Raat Garjat Barsat Sawan Aayo Re Jee Chahta Hai Choom Loon Main Ne Shayad Tumhen Pehle Bhi Mujhe Mil Gaya Bahana Na To Caravan Ki Talash Haiyeh Ishq Ishq Nigah E Naaz Ke Yeh Hai Ishq Ishq Zindagi Bhar Nahin