Mulk Mein Bachchon Ki Agar song lyrics
Movie | Vaasna |
Year | 1968 |
Music By | Chitragupt |
Singer | Asha Bhosle and Lata Mangeshkar |
Lricist | Sahir Ludhianvi |
Duration | N/A |
Bado Ka Raaz To Sadiyon Se Hai Zamaane Me Kabhi Hua Nahin Duniya Mein Raaz Choto Ka Agar Hamein Bhi Mile Ikhtiyar Aye Logon To Hum Dikhaye Tumhein Kam Kaz Choto Ka Mulk Mein Bacho Ki Agar Sarkaar Ho - 2 Zindagi Ik Jashn Ik Tyohar Ho Mulk Mein Bacho Ki Agar Sarkaar Ho Zindagi Ik Jashn Ik Tyohar Ho Mulk Mein Bacho Ki Agar Sarkaar Ho Hukm De Hukm De Aise Calendar Ke Liye Hukm De Hukm De Aise Calendar Ke Liye Jismein Do Din Bad Ik Itwar Ho Mulk Mein Bacho Ki Agar Sarkaar Ho Zindagi Ik Jashn Ik Tyohar Ho Mulk Mein Bacho Ki Agar Sarkaar Ho Sab Ko De School Jaisa Uniform - 2 Ik Si Har Pent Har Salwar Ho Hostel Tamir Ho Sabke Liye Koyi Bhi Insaan Na Beghar Baar Ho Rashtar Basha Hum Ishaaron Ko Banaaye - 2 Dakhan Utar Mein Na Phir Taqrar Ho Mulk Mein Bacho Ki Agar Sarkaar Ho Zindagi Ik Jashn Ik Tyohar Ho Mulk Mein Bacho Ki Agar Sarkaar Ho Hum Ministar Ho To Woh Sistem Bane - 2 Jismein Muflish Ho Na Sahukar Ho Komi Daulat Se Khazane Ho Bhare Khud Hi Le Le Jisko Jo Darkar Ho Eed Diwali Sabhi Mil Kar Banaaye - 2 Aadmi Ko Aadmi Se Pyar Ho Mulk Mein Bacho Ki Agar Sarkaar Ho Zindagi Ik Jashn Ik Tyohar Ho Mulk Mein Bacho Ki Agar Sarkaar Ho
Mulk Mein Bachchon Ki Agar lyrics in hindi
बड़ो का राज़ तो सदियों से है ज़माने में कभी हुआ नहीं दुनिया में राज़ छोटो का अगर हमें भी मिले इख़्तियार ए लोगों तो हम दिखाए तुम्हें कम काज़ छोटो का मुल्क में बचो की अगर सरकार हो २ ज़िन्दगी इक जश्न इक त्यौहार हो मुल्क में बचो की अगर सरकार हो ज़िन्दगी इक जश्न इक त्यौहार हो मुल्क में बचो की अगर सरकार हो हुक्म दे हुक्म दे ऐसे कैलेंडर के लिए हुक्म दे हुक्म दे ऐसे कैलेंडर के लिए जिसमें दो दिन बाद इक इतवार हो मुल्क में बचो की अगर सरकार हो ज़िन्दगी इक जश्न इक त्यौहार हो मुल्क में बचो की अगर सरकार हो सब को दे स्कूल जैसा यूनिफार्म २ इक सी हर पेंट हर सलवार हो हॉस्टल तामीर हो सबके लिए कोई भी इंसान न बेघर बार हो राष्ट्र बाशा हम इशारों को बनाये २ दखन उतर में न फिर तक़रार हो मुल्क में बचो की अगर सरकार हो ज़िन्दगी इक जश्न इक त्यौहार हो मुल्क में बचो की अगर सरकार हो हम मिनिस्टर हो तो वो सिस्टम बने २ जिसमें मुफलिस हो न साहूकार हो कोमी दौलत से ख़ज़ाने हो भरे खुद ही ले ले जिसको जो डरकर हो ईद दीवाली सभी मिल कर बनाये २ आदमी को आदमी से प्यार हो मुल्क में बचो की अगर सरकार हो ज़िन्दगी इक जश्न इक त्यौहार हो मुल्क में बचो की अगर सरकार