Mausam Hai Ashiqana song lyrics

Movie Pakeeza
Year 1972
Music By Naushad, Ghulam Mohammad
Singer Lata Mangeshkar
Lricist Kamaal Amrohi, Majrooh Sultanpuri, Kaif Bhopali, Majroosh and Kaifi Azmi
Duration 4:54

Not Rated Yet

Mausam Hain Aashikaanaa Aye Dil Kahin Se Unko Ayese Mein Dhoondh Laanaa Kahna Ke Rut Jawaa Hai, Aaur Hum Taras Rahe Hain Kaalee Ghataa Ke Saaye, Birahan Ko Das Rahe Hain Dar Hain Na Maar Daale, Saawan Ka Kya Thhikaanaa Sooraj Kahin Bhi Jaaye, Tum Par Na Dhoop Aaye Tumko Pukaarate Hai, In Gesooon Ke Saaye Aa Jaao Main Banaa Doo, Palkon Ka Shaamiyaanaa Firate Hain Hum Akele, Baahon Mein Koyi Le Le Aakhir Koyi Kahaa Tak Tanahaeeyon Se Khele Din Ho Gaye Hain Zalim Raatein Hain Katilaanaa Ye Raat Ye Khaamoshee, Ye Khwaab Se Najaare Juganoo Hain Ya Zameen Par, Utare Huye Hain Taare Bekhaab Meri Aankhe, Madahosh Hain Jamaanaa

Mausam Hai Ashiqana lyrics in hindi

मौसम हैं आशिकाना ए दिल कहीं से उनको एएसए में ढूंढ लाना कहना के रूट जावा है और हम तरस रहे हैं काली घटा के साये बिरहन को डस रहे हैं दर हैं न मार डाले सावन का क्या ठिकाना सूरज कहीं भी जाए तुम पर न धुप आये तुमको पुकारते है इन गेसूओं के साये आ जाओ मैं बना दू पलकों का शामियाना फिरते हैं हम अकेले बाहों में कोई ले ले आखिर कोई कहा तक तनहाईयों से खेले दिन हो गए हैं ज़ालिम रातें हैं कातिलाना ये रात ये खामोशी ये ख्वाब से नज़ारे जुगनू हैं या ज़मीन पर उतरे हुए हैं तारे बेख़ाब मेरी आँखे मदहोश हैं

More Lyrics of Pakeeza

Aaj Kaun Gali Gayo Shyam Alaap Title Music Chalo Dildar Chalo Chalte Chalte Yun Hi Koi Inhin Logon Ne Kaun Gali Mausam Hai Ashiqana Mora Saajan Sauten Ghar Jaye Najariya Ki Mari Tanhayi Sunaya Karti Hai Thare Rahiyo O Banke Yaar Tir E Nazar Dekhenge