Mashriq Se Jo Aaye song lyrics
Movie | Aashiq Hoon Baharon Ka |
Year | 1977 |
Music By | Laxmikant Kudalkar and Pyarelal |
Singer | Kishore Kumar |
Lricist | Anand Bakshi |
Duration | 5:18 |
Mashrik Se Jo Aaye Magrib Mein Kho Gaye Arey Achhe Khase Log Thay Deewane Ho Gaye Ye Achhe Kahse Log Thay Deewane Ho Gaye Arey Purab Se Jo Nikale Pashchim Mein Kho Gaye Arey Achhe Khase Log Thay Deewane Ho Gaye Ye Achhe Khase Log Thay Deewane Ho Gaye Hosh Mein Woh Sun Sakte To Unse Itna Kahna Tha Sharm Wafa Har Aurat Ka Ik Pardah Tha Ik Gahana Tha Desh Inhone Chhod Diya Lekin Ghar Mein To Rahna Tha Arey Ghar Se Jo Nikale Woh Galiyon Mein Kho Gaye Arey Achhe Khase Log Thay Deewane Ho Gaye Ye Achhe Khase Log Thay Deewane Ho Gaye Inko Kuch Bhi Yaad Nahin Ye Har Reet Bhoola Baite Apni Jaan Ke Ye Dushaman Apne Meet Bhoola Baithe Sham Ki Bansi Radha Ke Saare Geet Bhoola Baithe Arey Ganga Ke Maji Madiro Mein Kho Gaye Arey Achhe Khase Log Thay Deewane Ho Gaye Ye Achhe Khase Log Thay Deewane Ho Gaye Maana Aur Vatan Hai Ye Apna Hindusataan Nahin Ismein Aise Log Bhi Hai Jinki Koyi Pahchaan Nahin Jinki Kuch Tahsib Nahin Jinki Koyi Dukaan Nahin Arey Ye Jaane Pehchane Anjaane Ho Gaye Arey Achhe Khase Log Thay Deewane Ho Gaye Ye Achhe Khase Log Thay Deewane Ho Gaye Mashrik Se Jo Aaye Magrib Mein Kho Gaye Arey Achhe Khase Log Thay Deewane Ho Gaye Ye Achhe Kahse Log Thay Deewane Ho Gaye - 2 Lyrics Type By : Priya Bhati
Mashriq Se Jo Aaye lyrics in hindi
मशरिक से जो आये मगरिब में खो गए अरे अच्छे खासे लोग थे दीवाने हो गए ये अच्छे कहसे लोग थे दीवाने हो गए अरे पूरब से जो निकले पश्चिम में खो गए अरे अच्छे खासे लोग थे दीवाने हो गए ये अच्छे खासे लोग थे दीवाने हो गए होश में वो सुन सकते तो उनसे इतना कहना था शर्म वफ़ा हर औरत का इक परदह था इक गहन था देश इन्होने छोड़ दिया लेकिन घर में तो रहना था अरे घर से जो निकले वो गलियों में खो गए अरे अच्छे खासे लोग थे दीवाने हो गए ये अच्छे खासे लोग थे दीवाने हो गए इनको कुछ भी याद नहीं ये हर रीत भूला बैठे अपनी जान के ये दुशमन अपने मीट भूला बैठे शाम की बंसी राधा के सारे गीत भूला बैठे अरे गंगा के माजी मदिरो में खो गए अरे अच्छे खासे लोग थे दीवाने हो गए ये अच्छे खासे लोग थे दीवाने हो गए माना और वतन है ये अपना हिंदुस्तान नहीं इसमें ऐसे लोग भी है जिनकी कोई पहचान नहीं जिनकी कुछ तहज़ीब नहीं जिनकी कोई दूकान नहीं अरे ये जाने पहचाने अनजाने हो गए अरे अच्छे खासे लोग थे दीवाने हो गए ये अच्छे खासे लोग थे दीवाने हो गए मशरिक से जो आये मगरिब में खो गए अरे अच्छे खासे लोग थे दीवाने हो गए ये अच्छे कहसे लोग थे दीवाने हो गए २