Jhoomti Hai Nazar song lyrics

Movie Hatimtai
Year 1956
Music By S. N. Tripathi
Singer Mohammed Rafi and Asha Bhosle
Lricist Raja Mehdi Ali Khan and Akhtar Roomani
Duration 3:47

Not Rated Yet

Jhumti Hai Nazar Jhunta Hai Pyar Ye Nazar - 2 Ye Nazar Chin Kar Le Gayi Qaraar - 2 Jhumti Hai Nazar Jhunta Hai Pyar Ye Nazar Hum Hai Ajab Panchhi Fizao Ke Haath Na Aa Sake Hum Hawaaon Ke Vaade Karate Nahin Hum Wafao Ke Phir Bhi Kyun Jaanu Dil Tum Pe Hai Nishar Ye Nazar Chin Kar Le Gayi Qaraar Jhumti Hai Nazar Jhunta Hai Pyar Ye Nazar Main Tere Husn Ke Geet Gaunga Ishq Ki Arzu Lab Pe Launga Main Tujhe Dhadkanon Mein Basaunga Ik Hai Dil Jismein Hai Hasrate Hazaar Ye Nazar Chin Kar Le Gayi Qaraar Jhumti Hai Nazar Jhunta Hai Pyar Ye Nazar Meri Har Saans Mein Tera Pyar Hai - 2 Tu Mere Bage Dil Ki Bahar Hai - 2 Tu Meri Jinagi Ka Singar Ka Hai Ye Nazar Chin Kar Le Gayi Qaraar Jhumti Hai Nazar Jhunta Hai Pyar Ye Nazar Tum Hamein Hum Tumhein Dekhte Rahe - 2 Hale Dil Ho Ya Lab Na Kuch Kahe - 2 Milke Hum Pyar Ki Maujo Mein Bahe Aa Zara Chhed De Dil Se Dil Ke Tar Ye Nazar Chin Kar Le Gayi Qaraar Jhumti Hai Nazar Jhunta Hai Pyar Ye Nazar

Jhoomti Hai Nazar lyrics in hindi

झूमती है नज़र झूंठा है प्यार ये नज़र २ ये नज़र चीन कर ले गयी क़रार २ झूमती है नज़र झूंठा है प्यार ये नज़र हम है अजब पंछी फ़िज़ाओ के हाथ न आ सके हम हवाओं के वाडे करते नहीं हम वफाओ के फिर भी क्यूँ जानु दिल तुम पे है निशार ये नज़र चीन कर ले गयी क़रार झूमती है नज़र झूंठा है प्यार ये नज़र मैं तेरे हुस्न के गीत गाऊंगा इश्क़ की आरज़ू लैब पे लाऊंगा मैं तुझे धड़कनों में बसाऊंगा इक है दिल जिसमें है हसरते हज़ार ये नज़र चीन कर ले गयी क़रार झूमती है नज़र झूंठा है प्यार ये नज़र मेरी हर सांस में तेरा प्यार है २ तू मेरे बागे दिल की बहार है २ तू मेरी जिनगी का सिंगर का है ये नज़र चीन कर ले गयी क़रार झूमती है नज़र झूंठा है प्यार ये नज़र तुम हमें हम तुम्हें देखते रहे २ हाले दिल हो या लैब न कुछ कहे २ मिलके हम प्यार की मौजो में बहे आ ज़रा छेड़ दे दिल से दिल के टार ये नज़र चीन कर ले गयी क़रार झूमती है नज़र झूंठा है प्यार ये

More Lyrics of Hatimtai

Aa Dil Se Dil Milale Aa Gayi Bahar Hum Azad Ho Jahan Jhoomti Hai Nazar Nakhre Karti Darti Gayi Thi Main O Janewale Parwardigar-E-Alam