Begaani Shaadi Mein song lyrics
Movie | Jis Desh Mein Ganga Behti Hai |
Year | 1960 |
Music By | Shankar Singh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal and Dattaram Wadkar |
Singer | Mukesh and Lata Mangeshkar |
Lricist | Hasrat Jaipuri and Shailendra |
Duration | 3:58 |
Begani Shaadi Mein Abdulla Deewana Aise Manmauji Ko Mushqil Hai Samjhana Begani Shaadi Mein Abdulla Deewana Aise Manmauji Ko Mushqil Hai Samjhana Begani Shaadi Mein Abdulla Deewana Aise Manmauji Ko Mushqil Hai Samjhana Hai Na Dulhan Banungi Main Doli Chadhungi Main Door Kahin Balam Ke Dil Mein Rahungi Main Tum To Paraye Ho Yun Hi Lalchaye Ho Jaane Kis Duniya Se Jaane Kyun Aaye Ho Jaane Kyun Aaye Ho Begani Shaadi Mein Abdulla Deewana Aise Manmauji Ko Mushqil Hai Samjhana Begani Shaadi Mein Abdulla Deewana Aise Manmauji Ko Mushqil Hai Samjhana Hai Na Lahrati Jaaun Main Bal Khati Jaaun Main Khadi Khadi Raste Mein Paayal Bajau Main Palkein Bichhau Main Dil Mein Bulau Main Samjhe Na Kuch Bhi Woh Kitna Samjhaau Main Kitna Samjhaau Main Begani Shaadi Mein Abdulla Deewana Aise Manmauji Ko Mushqil Hai Samjhana Begani Shaadi Mein Abdullaa Deewana Dil Ki In Baaton Ko Mushqil Hai Samjhana Apna Begaana Kaun Jana Anjaana Kaun Apne Dil Se Poocho Dil Ko Pehchana Kaun Pal Mein Lut Jaata Hai Yun Hi Bah Jaata Hai Shaadi Kisi Ki Ho Apna Dil Gaata Hai Ho Apna Dil Gaata Hai Begani Shaadi Mein Abdulla Deewana Aise Manmauji Ko Mushqil Hai Samjhana Begani Shaadi Mein Abdullaa Deewana Dil Ki In Baaton Ko Mushqil Hai Samjhana
Begaani Shaadi Mein lyrics in hindi
बेगानी शादी में अब्दुल्ला दीवाना ऐसे मनमौजी को मुश्किल है समझाना बेगानी शादी में अब्दुल्ला दीवाना ऐसे मनमौजी को मुश्किल है समझाना बेगानी शादी में अब्दुल्ला दीवाना ऐसे मनमौजी को मुश्किल है समझाना है न दुल्हन बनूँगी मैं डोली चढूंगी मैं दूर कहीं बालम के दिल में रहूंगी मैं तुम तो पराये हो यूँ ही ललचाये हो जाने किस दुनिया से जाने क्यूँ आये हो जाने क्यूँ आये हो बेगानी शादी में अब्दुल्ला दीवाना ऐसे मनमौजी को मुश्किल है समझाना बेगानी शादी में अब्दुल्ला दीवाना ऐसे मनमौजी को मुश्किल है समझाना है न लहराती जाऊं मैं बल खाती जाऊं मैं खड़ी खड़ी रस्ते में पायल बजाउ मैं पलकें बिछौ मैं दिल में बुलाऊ मैं समझे न कुछ भी वो कितना समझाऊ मैं कितना समझाऊ मैं बेगानी शादी में अब्दुल्ला दीवाना ऐसे मनमौजी को मुश्किल है समझाना बेगानी शादी में अब्दुल्ला दीवाना दिल की इन बातों को मुश्किल है समझाना अपना बेगाना कौन जाना अंजाना कौन अपने दिल से पूछो दिल को पहचाना कौन पल में लूट जाता है यूँ ही बह जाता है शादी किसी की हो अपना दिल गाता है हो अपना दिल गाता है बेगानी शादी में अब्दुल्ला दीवाना ऐसे मनमौजी को मुश्किल है समझाना बेगानी शादी में अब्दुल्ला दीवाना दिल की इन बातों को मुश्किल है