Agar Main Kahoon song lyrics
Movie | Lakshya |
Year | 2004 |
Music By | Shankar, Shankar Ehsaan Loy |
Singer | Alka Yagnik and Udit Narayan |
Lricist | Javed Akhtar, Shankar and Shankar Ehsaan Loy |
Duration | 4:54 |
Udit: [Agar Main Kahoon Mujhe Tumse Mohabbat Hai Meri Bas Yahi Chaahat Hai To Kya Kahogi] -2 Alka: Main Tumse Kahoongi, Is Baat Ko Agar Tum Zara Aur Saja Ke Kehte, Zara Ghooma-Phira Ke Kahte To Achcha Hota Udit: Agar Main Kahoon Tumko Jab Dekhun Lagti Ho Jaise Nayi Honthh Hain Pankhadi Phool Ki Aankhein Jaise Jugnu Chamke Huwe Soche Mera Ye Dil Dhadakte Huwe Agar Main Kahoon Agar Main Kahoon Ye Jo Chehra Hai Jaise Koyi Chand Hai To Kya Kahogi Alka: Main Tumse Kahoongi Mujhko Bhoole Se Bhi Chand Tum Na Kaho Chand Mein To Kayin Daag Hai Mujhe Phool Na Kahna Woh Murjhaate Hain Jugnu Bhi Na Kahna Woh Kho Jaate Hain Ye Baatein Puraani Hai, Jo Mujhko Sunaani Hai Kissi Aur Adaa Se Kehte, Zara Ghooma-Phira Ke Kahte To Achcha Hota Udit: Agar Main Kahoon Mujhe Tumse Mohabbat Hai Meri Bas Yahi Chaahat Hai To Kya Kahogi Udit: Agar Main Kahoon Baatein Sunke Tumhari Main Hairaan Hoon Jo Bhi Kahna Hai Kaise Kahoon Lagta Tumhein Kuch Bhi Achcha Nahin Sach Ko Bhi Kahti Ho Sachcha Nahin Alka: Agar Main Kahoon Agar Main Kahoon Tumhein Pata Nahin Hai Kyun Hai Pyar Mujhe Bhi Tumse To Kya Kahoge Udit: Main Tumse Kahoonga, Mere Dil Ka Hai Ye Kahna Ham Ko Hai Saath Mein Rahna Alka: Ye Dono Ke Dil Mein Hai Na To Phir Kyun Kahna Udit: Agar Main Kahoon Alka: To Main Tumse Kahoongi
Agar Main Kahoon lyrics in hindi
उदित अगर मैं कहूँ मुझे तुमसे मोहब्बत है मेरी बस यही चाहत है तो क्या कहोगी २ अलका मैं तुमसे कहूँगी इस बात को अगर तुम ज़रा और सजा के कहते ज़रा घूमा फिरा के कहते तो अच्छा होता उदित अगर मैं कहूँ तुमको जब देखूं लगती हो जैसे नई होंठ हैं पंखड़ी फूल की आँखें जैसे जुगनू चमके हुवे सोचे मेरा ये दिल धड़कते हुवे अगर मैं कहूँ अगर मैं कहूँ ये जो चेहरा है जैसे कोई चाँद है तो क्या कहोगी अलका मैं तुमसे कहूँगी मुझको भूले से भी चाँद तुम न कहो चाँद में तो कईं दाग है मुझे फूल न कहना वो मुरझाते हैं जुगनू भी न कहना वो खो जाते हैं ये बातें पुरानी है जो मुझको सुनानी है किसी और अदा से कहते ज़रा घूमा फिरा के कहते तो अच्छा होता उदित अगर मैं कहूँ मुझे तुमसे मोहब्बत है मेरी बस यही चाहत है तो क्या कहोगी उदित अगर मैं कहूँ बातें सुनके तुम्हारी मैं हैरान हूँ जो भी कहना है कैसे कहूँ लगता तुम्हें कुछ भी अच्छा नहीं सच को भी कहती हो सच्चा नहीं अलका अगर मैं कहूँ अगर मैं कहूँ तुम्हें पता नहीं है क्यूँ है प्यार मुझे भी तुमसे तो क्या कहोगे उदित मैं तुमसे कहूंगा मेरे दिल का है ये कहना हम को है साथ में रहना अलका ये दोनों के दिल में है न तो फिर क्यूँ कहना उदित अगर मैं कहूँ अलका तो मैं तुमसे