Zaroorat Hai Zaroorat Hai song lyrics

Movie Manmouji
Year 1962
Music By Madan Mohan
Singer Kishore Kumar
Lricist Rajendra Krishan
Duration 4:29

Not Rated Yet

Zaroorat Hai Zaroorat Hai, Sakht Zaroorat Hai [Zaroorat Hai Zaroorat Hai, Zaroorat Hai Ek Shrimati Kee, Kalavati Kee, Seva Kare Jo Pati Kee] - [2] Zaroorat Hai Zaroorat Hai, Zaroorat Hai Haseen Hazaaron Bhi Ho Khade, Magar Usi Par Nazar Pade - [2] Ho Zulf Galon Se Khelatee, Ke Jaise Din Raat Se Lade Ho Ho Ho Ho Adaon Mein Bahar Ho, Nigaahon Pe Khumar Ho Kubool Mera Pyar Ho To Kya Baat Hai Zaroorat Hai Zaroorat Hai, Zaroorat Hai Jhatak Ke Gesu Jahan Chale, To Saath Me Aasmaan Chale - [2] Lipat Ke Kitne Bhi Panv Se, Ye Puchhate Ho Kahan Chale Ho Ho Ho Ho Pyar Se Jo Kam Le, Hans Ke Salaam Le Woh Haath Mera Tham Le, To Kya Baat Hai Zaroorat Hai Zaroorat Hai, Zaroorat Hai Itar Mein Saansein Basee Basee, Woh Mastiyo Mein Rasee Rasee - [2] Zara Si Palken Jhuki Jhukee, Bhaven Ghaneri Kasi Kasi Ho Ho Ho Ho Phoolon Mein Gulab Ho Khud Apna Javab Ho Woh Pyar Ki Kitaab Ho To Kya Baat Hai Zaroorat Hai Zaroorat Hai, Zaroorat Hai Haan Haanshrimati Kee, Ho Ho Kalavati Ki Seva Kare Jo Pati Ki Zaroorat Hai Zaroorat Hai, Zaroorat Hai Sakht Zaroorat Hai

Zaroorat Hai Zaroorat Hai lyrics in hindi

ज़रुरत है ज़रुरत है सख्त ज़रुरत है ज़रुरत है ज़रुरत है ज़रुरत है एक श्रीमती की कलावती की सेवा करे जो पति की २ ज़रुरत है ज़रुरत है ज़रुरत है हसीन हज़ारों भी हो खड़े मगर उसी पर नज़र पड़े २ हो ज़ुल्फ़ गलों से खेलती के जैसे दिन रात से लड़े हो हो हो हो अदाओं में बहार हो निगाहों पे खुमार हो क़ुबूल मेरा प्यार हो तो क्या बात है ज़रुरत है ज़रुरत है ज़रुरत है झटक के गेसू जहाँ चले तो साथ में आसमान चले २ लिपट के कितने भी पांव से ये पूछते हो कहाँ चले हो हो हो हो प्यार से जो कम ले हंस के सलाम ले वो हाथ मेरा थम ले तो क्या बात है ज़रुरत है ज़रुरत है ज़रुरत है इतर में सांसें बसी बसी वो मस्तियों में रासी रासी २ ज़रा सी पलकें झुकी झुकी भवें घनेरी कासी कासी हो हो हो हो फूलों में गुलाब हो खुद अपना जवाब हो वो प्यार की किताब हो तो क्या बात है ज़रुरत है ज़रुरत है ज़रुरत है हाँ हाँस्रीमती की हो हो कलावती की सेवा करे जो पति की ज़रुरत है ज़रुरत है ज़रुरत है सख्त ज़रुरत

More Lyrics of Manmouji

Aaya Hai Kahan Se Pee Ke Bura Lagta Hai Lage Duniya Ko Chanda Ja Re Ja Re Kahe Aaya Ek Tha Abdul Rahman La La Lachanda Ja Main To Tum Sang Nain Milake Murge Ne Jhooth Bola Zaroorat Hai Zaroorat Hai