Yeh Dil Nahin Hai song lyrics

Movie Aabroo
Year 1968
Music By Bulo C Rani, Sonik Omi
Singer Mohammad Rafi
Lricist G L Rawal, G S Nepali and D N Madhok
Duration 3:34

Not Rated Yet

Ye Dil Nahin Ki Jiske Sahara Jeete Hain Lahu Ka Jaam Hai Jo Subaho Sham Pite Hain Ye Dil Nahin Hai Chhupaaya Laakh Magar Ishq Nahin Chupta Yoon Ashq Aankh Mein Aaya Hua Nahin Rukta Ki Aag Lagti Hai Jab Aansuon Ko Pite Hain Lahu Ka Jaam Hai Tadap-Tadap Ke Nikalenge Dil Ke Aramaan Hum Karenge Ranj Se Paida Khushi Ke Samaan Hum Ki Gamon Ki Nok Se Dil Ke Zakham Site Hain Lahu Ka Jaam Hai Kabhi Karaar Na Aayega Hamko Jeene Se Ilaaj Zeher Ka Hota Hai Zeher Peene Se Ki Sar Pe Maut Ka Saaya Hai Phir Bhi Jeete Hain Lahu Ka Jaam Hai .

Yeh Dil Nahin Hai lyrics in hindi

ये दिल नहीं की जिसके सहारा जीते हैं लहू का जाम है जो सुबहो शाम पिटे हैं ये दिल नहीं है छुपाया लाख मगर इश्क़ नहीं छुपता यूं अश्क़ आँख में आया हुआ नहीं रुकता की आग लगती है जब आंसुओं को पिटे हैं लहू का जाम है तड़प तड़प के निकालेंगे दिल के अरमां हम करेंगे रंज से पैदा ख़ुशी के सामान हम की ग़मों की नोक से दिल के ज़ख़्म साईट हैं लहू का जाम है कभी करार न आएगा हमको जीने से इलाज ज़हर का होता है ज़हर पीने से की सर पे मौत का साया है फिर भी जीते हैं लहू का जाम है

More Lyrics of Aabroo

Aai Aai Re Holi Aap Se Pyar Hua Ae Phool Khushi Mein Ek Dil Woh Bhi Dard Ka Mara Har Chehra Yahan Chand Jinhen Ham Bhoolna Chahen Jo Kal Banaya Tha Aashiana Meri Ankhon Ke Ujale Woh Raat Bhi Kya Hogi Yeh Dil Nahin Hai