Yaar Ke Dar Pe Jhuka Jaata Hai Sar song lyrics

Movie Shama
Year 1961
Music By Ghulam Mohammad
Singer Mohammed Rafi and Suman Kalyanpur
Lricist Kaifi Azmi
Duration N/A

Not Rated Yet

Yaar Ke Dar Pe Jhukaa Jaata Hai Sar Aaj Ki Raat -2 Nid Kya Maut Na Aayegi Idhar Aaj Ki Raat Ishq Ki God Mein Hai Husn Ka Sar Aaj Ki Raat Chand Se Kah Do Chand Se Kah Do Ke Dekhe Na Idhar Aaj Ki Raat Dekhe Na Idhar Aaj Ki Raat Chand Se Kah Do Bam-O-Darr Jaise Simatate Se Nazar Aate Hai -2 Kabr Se Tag Huyaa Jaata Hai Ghar Aaj Ki Raat Tum Jab Aaye Ho Tab Aaya Hai Bahaaron Ka Payaam -2 Rashq-E-Jannat Nazar Aane Laga Ghar Aaj Ki Raat Chand Se Kah Do -2 Kitni Wiraan Hai Sunasaan Hai Duniya Meri -2 Dil Ki Dhadkan Se Bhi Lagane Laga Darr Aaj Ki Raat -2 Dil-E-Betaab Machalataa Hai Machal Jaane De -2 Aaj Ki Raat Hamaari Hai Na Darr Aaj Ki Raat Aaj Ki Raat Hamaari Hai Na Dar Ho Na Darr Aaj Ki Raat Chand Se Kah Do Chand Se Kah Do Ke Dekhe Na Idhar Aaj Ki Raat Dekhe Na Idhar Aaj Ki Raat Chand Se Kah Do Dil-E-Naakaam Ye Aalam Teri Maayusi Ka -2 Pher Li Jaise Khudaa Ne Bhi Nazar Aaj Ki Raat -2 Yaar Ke Dar Pe Jhukaa Jaata Hai Sar Aaj Ki Raat

Yaar Ke Dar Pe Jhuka Jaata Hai Sar lyrics in hindi

यार के दर पे झुका जाता है सर आज की रात २ नीद क्या मौत न आएगी इधर आज की रात इश्क़ की गोद में है हुस्न का सर आज की रात चाँद से कह दो चाँद से कह दो के देखे न इधर आज की रात देखे न इधर आज की रात चाँद से कह दो बम ओ डर जैसे सिमटते से नज़र आते है २ कब्र से टैग हुया जाता है घर आज की रात तुम जब आये हो तब आया है बहारों का पयाम २ रश्क़ ए जन्नत नज़र आने लगा घर आज की रात चाँद से कह दो २ कितनी वीरान है सुनसान है दुनिया मेरी २ दिल की धड़कन से भी लगाने लगा डर आज की रात २ दिल ए बेताब मचलता है मचल जाने दे २ आज की रात हमारी है न डर आज की रात आज की रात हमारी है न दर हो न डर आज की रात चाँद से कह दो चाँद से कह दो के देखे न इधर आज की रात देखे न इधर आज की रात चाँद से कह दो दिल ए नाकाम ये आलम तेरी मायूसी का २ फेर ली जैसे खुदा ने भी नज़र आज की रात २ यार के दर पे झुका जाता है सर आज की

More Lyrics of Shama

Aap Se Pyar Hua Jaata Hai Dhadakte Dil Ki Tamanna Dil Gham Se Jal Raha Hai Jale Par Ek Jurm Karke Humne Chaha Tha Insaaf Tera Dekha Aye Saqi Mast Aankhon Mein Shararat Mere Mehboob Tujhe Pyar Karun Shaguftagi Ka Latafat Ka Unka Badha Jo Haath Yahan Dil Woh Sadagi Kahein Isse Yaar Ke Dar Pe Jhuka Jaata Hai Sar