Thandi Thandi Hawaen song lyrics

Movie Mera Ghar Mere Bachche
Year 1985
Music By Laxmikant-Pyarelal
Singer Shabbir Kumar
Lricist Anand Bakshi
Duration 9:02

Not Rated Yet

Thandi Thandi Hawaayein, Maayein, Pyar Ki Ghataayein Hmm Mm Mm - [2] Apne Ghar, Apne Bachchon Ke Liye Jiye Mar Jaaye Maayein, Pyar Ki Ghataayein Hmm Mm Mm Thandi Thandi Hawaayein, Maayein, Pyar Ki Ghataayein Ye Mamata Ki Tasbeerein Hai, Ye Hum Sab Ki Takdeerein Hai - [2] Leti Hai Balaaye Deti Hai Duwaayein, Maayein, Pyar Ki Ghataayein Thandi Thandi Hawaayein, Maayein, Pyar Ki Ghataayein Maayein Sab Kuch Kar Sakati Hai, Saare Jag Se Lad Sakati Hai Khaali Apni Mamata Hai Khaali Aangan Bhar Sakati Hai Jaane Kya Kar Jaaye Jab Ye Kuch Karne Pe Aayein Maayein, Pyar Ki Ghataayein Thandi Thandi Hawaayein, Maayein, Pyar Ki Ghataayein Apne Ghar Apne Bachchon Ke Liye Jiye Mar Jaaye Maayein, Pyar Ki Ghataayein Thandi Thandi Hawaayein, Maayein, Pyar Ki Ghataayein Hmm Mm Mm Waqt Jo Aisa Aan Pade Toh, Dena Ye Balidaan Pade To Apna Dharam Karam Sab Kuch Mamata Ki Bhent Chadhaaye Maayein, Pyar Ki Ghataayein Thandi Thandi Hawaayein, Maayein, Pyar Ki Ghataayein Apne Ghar, Apne Bachchon Ke Liye Jiye Mar Jaaye Maayein, Pyar Ki Ghataayein Thandi Thandi Hawaayein, Maayein, Pyar Ki Ghataayein Pyar Ki Ghataayein, Pyar Ki Ghataayein, Pyar Ki Ghataayein Gharwaalein Ghar Tod Chalein Hain Bachche Maa Ko Chhod Chalein Hain Mamata Ko Inaam Mein Kya Milati Hai Yahi Sajaayein Maayein, Pyar Ki Ghataayein Thandi Thandi Hawaayein, Maayein, Pyar Ki Ghataayein Jis Ghar Jin Bachchon Ke Kaaran, Maine Khoya Saara Jeevan Main Unko Kaise Bhulu Jab Yaad Mujhe Woh Aayein Maayein, Pyar Ki Ghataayein Thandi Thandi Hawaayein, Maayein, Pyar Ki Ghataayein Apne Ghar, Apne Bachchon Ke Liye Jiye Mar Jaayein Maayein, Pyar Ki Ghataayein Thandi Thandi Hawaayein, Maayein, Pyar Ki Ghataayein Toone Apna Farj Nibhaaya, Yoon Mamata Ka Karj Chukaaya Duniya Ko Di Ik Kahaani, Maa Ka Matlab Hai Kurbaani Teri Chita Par Aaj Farishtein Aakar Phool Chdhaaye Maayein, Pyar Ki Ghataayein Hmm Mm Mm Thandi Thandi Hawaayein, Maayein, Pyar Ki Ghataayein Apne Ghar, Apne Bachchon Ke Liye Jiye Mar Jaaye Maayein, Pyar Ki Ghataayein Thandi Thandi Hawaayein, Maayein, Pyar Ki Ghataayein Pyar Ki Ghataayein, Pyar Ki Ghataayein

Thandi Thandi Hawaen lyrics in hindi

ठंडी ठंडी हवाएं माएं प्यार की घटायें हम्म मम मम २ अपने घर अपने बच्चों के लिए जिए मर जाए माएं प्यार की घटायें हम्म मम मम ठंडी ठंडी हवाएं माएं प्यार की घटायें ये ममता की तस्बीरें है ये हम सब की तकदीरें है २ लेती है बलाये देती है दुवाएं माएं प्यार की घटायें ठंडी ठंडी हवाएं माएं प्यार की घटायें माएं सब कुछ कर सकती है सारे जग से लड़ सकती है खाली अपनी ममता है खाली आँगन भर सकती है जाने क्या कर जाए जब ये कुछ करने पे आयें माएं प्यार की घटायें ठंडी ठंडी हवाएं माएं प्यार की घटायें अपने घर अपने बच्चों के लिए जिए मर जाए माएं प्यार की घटायें ठंडी ठंडी हवाएं माएं प्यार की घटायें हम्म मम मम वक़्त जो ऐसा आन पड़े तो देना ये बलिदान पड़े तो अपना धर्म करम सब कुछ ममता की भेंट चढ़ाये माएं प्यार की घटायें ठंडी ठंडी हवाएं माएं प्यार की घटायें अपने घर अपने बच्चों के लिए जिए मर जाए माएं प्यार की घटायें ठंडी ठंडी हवाएं माएं प्यार की घटायें प्यार की घटायें प्यार की घटायें प्यार की घटायें घरवालें घर तोड़ चलें हैं बच्चे माँ को छोड़ चलें हैं ममता को इनाम में क्या मिलाती है यही सजाएं माएं प्यार की घटायें ठंडी ठंडी हवाएं माएं प्यार की घटायें जिस घर जिन बच्चों के कारण मैंने खोया सारा जीवन मैं उनको कैसे भुलु जब याद मुझे वो आयें माएं प्यार की घटायें ठंडी ठंडी हवाएं माएं प्यार की घटायें अपने घर अपने बच्चों के लिए जिए मर जाएँ माएं प्यार की घटायें ठंडी ठंडी हवाएं माएं प्यार की घटायें तूने अपना फर्ज निभाया यूं ममता का कर्ज चुकाया दुनिया को दी इक कहानी माँ का मतलब है कुर्बानी तेरी चिता पर आज फरिश्तें आकर फूल चढ़ाये माएं प्यार की घटायें हम्म मम मम ठंडी ठंडी हवाएं माएं प्यार की घटायें अपने घर अपने बच्चों के लिए जिए मर जाए माएं प्यार की घटायें ठंडी ठंडी हवाएं माएं प्यार की घटायें प्यार की घटायें प्यार की

More Lyrics of Mera Ghar Mere Bachche

Jhansi Pe Rail Gaadi Jhansi Pe Rail Gaadi - Female Kele Ki Huyi Hai Sagai Kya Hoti Hai Oonchi Jaat Mausam Aawazen De Raha Hai Mausam Aawazen De Raha Hai - Male Thandi Thandi Hawaen