Sikandar Ne Poras Se Ki Thi Ladai song lyrics

Movie Anpadh
Year 1962
Music By Madan Mohan
Singer Mahendra Kapoor
Lricist Raja Mehdi Ali Khan
Duration N/A

Not Rated Yet

Sikandar Ne Porus Se Ki Thi Ladaayi Jo Ki Thi Ladaayi To Main Kya Karoon To Kaurav Ne Pandav Se Ki Haathaapaayi Jo Ki Haathaapaayi To Main Kya Karoon Sikandar Ne Porus Se Ki Thi Ladaayi Jo Ki Thi Ladaayi To Main Kya Karoon O Put “Put” Hai To But “But” Hai Zamaane Ka Dastoor Kitna Ulat Hai O Put “Put” Hai To But “But” Hai Zamaane Ka Dastoor Kitna Ulat Hai Paddhaate Hain Sab Mujh Ko Ulti Padhaayi Hai Ulti Padhaayi To Main Kya Karoon Sikandar Ne Porus Se Ki Thi Ladaayi Jo Ki Thi Ladaayi To Main Kya Karoon Aye Zaahil Ghaseeta Magar Khaaye Halwaa Ye Har Roz Loote Mithaayi Ka Jalwaa Aye Zaahil Ghaseeta Magar Khaaye Halwaa Ye Har Roz Loote Mithaayi Ka Jalwaa Ye Doodh Mein Pani Milaata Hai Bhaayi Na Aaye Malaayi To Main Kya Karoon Sikandar Ne Porus Se Ki Thi Ladaayi Jo Ki Thi Ladaayi To Main Kya Karoon Ye Ba Hai Lekin Chalaaye Ye Thhelaa Ye Maa Hai Lekin Ye Beche Karelaa Ye Ba Hai Lekin Chalaaye Ye Thhelaa Ye Maa Hai Lekin Ye Beche Karelaa Agar Teen Din Se Ye Bhookhhaa Hai Bhai Jo Bhookhhaa Hai Bhai To Main Kya Karoon Sikandar Ne Porus Se Ki Thi Ladaayi Jo Ki Thi Ladaayi To Main Kya Karoon

Sikandar Ne Poras Se Ki Thi Ladai lyrics in hindi

सिकंदर ने पोरस से की थी लड़ाई जो की थी लड़ाई तो मैं क्या करून तो कौरव ने पांडव से की हाथापाई जो की हाथापाई तो मैं क्या करून सिकंदर ने पोरस से की थी लड़ाई जो की थी लड़ाई तो मैं क्या करून ओ पुट है तो बुत है ज़माने का दस्तूर कितना उलट है ओ पुट है तो बुत है ज़माने का दस्तूर कितना उलट है पढ़ाते हैं सब मुझ को उलटी पढ़ाई है उलटी पढ़ाई तो मैं क्या करून सिकंदर ने पोरस से की थी लड़ाई जो की थी लड़ाई तो मैं क्या करून ए ज़ाहिल घसीटा मगर खाये हलवा ये हर रोज़ लुटे मिठाई का जलवा ए ज़ाहिल घसीटा मगर खाये हलवा ये हर रोज़ लुटे मिठाई का जलवा ये दूध में पानी मिलाता है भाई न आये मलायी तो मैं क्या करून सिकंदर ने पोरस से की थी लड़ाई जो की थी लड़ाई तो मैं क्या करून ये बा है लेकिन चलाये ये ठेला ये माँ है लेकिन ये बेचे करेला ये बा है लेकिन चलाये ये ठेला ये माँ है लेकिन ये बेचे करेला अगर तीन दिन से ये भूखहा है भाई जो भूखहा है भाई तो मैं क्या करून सिकंदर ने पोरस से की थी लड़ाई जो की थी लड़ाई तो मैं क्या

More Lyrics of Anpadh

Aap Ki Nazron Ne Samjha Dulhan Marwad Ki Aaayi Chham Chham Hai Isi Mein Pyaar Ki Aabroo Jiya Le Gayo Ji Mora Sanwariya Rang Birangi Rakhi Leke Aayi Sikandar Ne Poras Se Ki Thi Ladai Woh Dekho Jala Ghar Kisi Ka