Hai Isi Mein Pyaar Ki Aabroo song lyrics

Movie Anpadh
Year 1962
Music By Madan Mohan
Singer Lata Mangeshkar
Lricist Raja Mehdi Ali Khan
Duration N/A

Not Rated Yet

Hai Isee Mein Pyar Ki Aabru Woh Jafa Karein Main Wafa Karoon Jo Wafa Bhi Kam Na Aa Sake To Wahi Kahen Ke Main Kya Karoon Mujhe Gum Bhi Unaka Ajeez Hai Ke Unhi Ki Di Huyi Cheez Yahi Gum Hai Ab Meri Zindagi Isey Kaise Dil Se Juda Karoon Hai Isee Mein Pyar Ki Aabru Jo Na Ban Sake Main Woh Baat Hoon (Jo Na Khatm Ho Main Woh Raat Hoon - 2) Ye Likha Hai Mere Naseeb Mein Yun Hi Shamma Ban Ke Jala Karoon Hai Isee Mein Pyar Ki Aabru Na Kisiki Dil Ki Hoon Aarzoo (Na Kisi Nazar Ki Hoon Justuju - 2) Main Woh Phool Hoon Jo Udaas Ho Na Bahar Aaye To Kya Karoon Hai Isee Mein Pyar Ki Aabru Woh Jafa Karein Main Wafa Karoon Jo Wafa Bhi Kam Na Aa Sake To Wahi Kahen Ke Main Kya Karoon Hai Isee Mein Pyar Ki Aabru

Hai Isi Mein Pyaar Ki Aabroo lyrics in hindi

है इसी में प्यार की आबरू वो जफ़ा करें मैं वफ़ा करून जो वफ़ा भी कम न आ सके तो वही कहें के मैं क्या करून मुझे गम भी उनका अजीज़ है के उन्ही की दी हुयी चीज़ यही गम है अब मेरी ज़िन्दगी इसे कैसे दिल से जुड़ा करून है इसी में प्यार की आबरू जो न बन सके मैं वो बात हूँ जो न ख़त्म हो मैं वो रात हूँ २ ये लिखा है मेरे नसीब में यूँ ही शम्मा बन के जला करून है इसी में प्यार की आबरू न किसीकी दिल की हूँ आरज़ू न किसी नज़र की हूँ जुस्तुजू २ मैं वो फूल हूँ जो उदास हो न बहार आये तो क्या करून है इसी में प्यार की आबरू वो जफ़ा करें मैं वफ़ा करून जो वफ़ा भी कम न आ सके तो वही कहें के मैं क्या करून है इसी में प्यार की

More Lyrics of Anpadh

Aap Ki Nazron Ne Samjha Dulhan Marwad Ki Aaayi Chham Chham Hai Isi Mein Pyaar Ki Aabroo Jiya Le Gayo Ji Mora Sanwariya Rang Birangi Rakhi Leke Aayi Sikandar Ne Poras Se Ki Thi Ladai Woh Dekho Jala Ghar Kisi Ka