Raakh Ke Dher Ne song lyrics

Movie Ek Baar Kaho
Year 1980
Music By Bappi Lahiri
Singer Jagjit Singh
Lricist Kulwant Jani, Maya Govind and Dev Kohli
Duration N/A

Not Rated Yet

Koyo Kaise Koyi Aanchal Hamein Aawaz Na De Ab Kisi Aanjh Ka Kajal Hamein Awaaz Na De Hum Hai Khaamosh To Khaamosh Hi Rahne Do Hamein Koyi Aahat Koyi Halchul Hamein Awaaz Na De Hum Ne Tanhaai Ko Mehboob Bana Rakha Hai Raakh Ke Dher Ne Sholon Ko Daba Rakha Hai Phir Pukaara Hai Mohobat Ne Hamein Kya Keejye Di Sada Husn Ki Janat Ne Hamein Kya Keejye Jiss Ke Saaye Se Bhi Aksar Hamein Dar Lagta Tha Choo Liya Akhir Usey Hasrat Mein Kya Kijye Hamne Jasbat Ke Daman Ko Bachcha Rakha Hai Raakh Ke Dher Ne Sholon Ko Daba Rakha Hai Russ Aaye Na Kabhi Pyar Ke Haalat Hamein Dil Ke Is Khel Mein Har Baar Huyi Maat Hamein Kya Karenge Kahan Jayenge Kidhar Jayenge De Gayi Jabbhei Daga Ye Mulaqat Hamein Bus Isee Soch Ne Hamein Deewana Bana Rakha Hai Raakh Ke Dher Ne Sholon Ko Daba Rakha Hai

Raakh Ke Dher Ne lyrics in hindi

कोयो कैसे कोई आँचल हमें आवाज़ न दे अब किसी आझ का काजल हमें आवाज़ न दे हम है खामोश तो खामोश ही रहने दो हमें कोई आहात कोई हलचुल हमें आवाज़ न दे हम ने तन्हाई को मेहबूब बना रखा है राख के ढेर ने शोलों को दबा रखा है फिर पुकारा है मोहोबत ने हमें क्या कीजये दी सदा हुस्न की जानत ने हमें क्या कीजये जिस के साये से भी अक्सर हमें दर लगता था छु लिया आखिर उसे हसरत में क्या कीजये हमने जस्बात के दमन को बच्चा रखा है राख के ढेर ने शोलों को दबा रखा है रस आये न कभी प्यार के हालत हमें दिल के इस खेल में हर बार हुयी मात हमें क्या करेंगे कहाँ जायेंगे किधर जायेंगे दे गयी जब्भेि दगा ये मुलाक़ात हमें बस इसी सोच ने हमें दीवाना बना रखा है राख के ढेर ने शोलों को दबा रखा

More Lyrics of Ek Baar Kaho

Char Din Ki Zindagi Hai Ek Baar Kaho Mujhe Pyar Karte Ho Koyi Kesu Koyi Aanchal Raakh Ke Dher Ne Yeh Zindagi Char Din Ki