Pathraon Ke Bane In Shahron song lyrics

Movie Mere Khwabon Mein Jo Aaye
Year 2009
Music By Siddarth Cutto, Lalit Pandit
Singer Shaan
Lricist Rohit Bhatia, Renuka Kunzru and Javed Akhtar
Duration 4:58

Not Rated Yet

Saare Shahar Mein Kahin To Koyi Thikaana Hoga Jahan Kisine Dil Ka Kahna Maana Hoga [Pathron Ke Bane In Sheharo Mein, Jaaye Sheeshe Ke Sapne Kahan Zindagi Ki Tej In Leharon Mein, Khwaab Theharenge Apne Kahan Pehane Waqt Ki Janjirein, Tamannaaye Bebas Hai Saari Hai Atal Jaise Takdeerein, Zindagi Inake Aage Haari] - [2] Pathron Ke Bane In Sheharo Mein, Jaaye Sheeshe Ke Sapne Kahan Koyi Kise Pukaare Mile Matlab Ke Log Saare Khokali Baatein Jinaki Saari Apne Bhi Hai Paraaye Magar Duniya Ki Hai Ye Raay Khud Ko Dhoke Mein Rakhna Hai Samajhadaari Pathron Ke Bane In Sheharo Mein, Jaaye Sheeshe Ke Sapne Kahan Zindagi Ki Tej In Leharon Mein, Khwaab Theharenge Apne Kahan Chaahe Jitna Ghamand Andhere Kare, Ek Kiran Tod Deti Hai Ye Guroor Dhundana Hoga Gum Ke Rasto Mein, Chhupake Baithi Wahi Khushiyan Jaroor Khwaabon Se Khaali Aankhein, Jo Hai Har Pal Sambhaali Aankhein Jiname Rahti Hai Khudgarji In Aankhon Ke Nagar Mein, Bataa In Jaalimon Ke Ghar Mein Is Zamaane Mein Chalegi Kya Dil Ki Marzi Pathron Ke Bane In Sheharo Mein, Jaaye Sheeshe Ke Sapne Kahan Zindagi Ki Tej In Leharon Mein, Khwaab Theharenge Apne Kahan Pehane Waqt Ki Janjirein, Tamannaaye Bebas Hai Saari Hai Atal Jaise Takdeerein, Zindagi Inake Aage Haari Pathron Ke Bane In Sheharo Mein, Jaaye Sheeshe Ke Sapne Kahan Koyi To Samjhaaye Aise Logon Ko, Jo Aksar Haalaat Pe Apne Rote Hai Chaaron Taraf Deewaarein Hain, To Hone Do Deewaaron Mein Darwaaje Bhi Hote Hai

Pathraon Ke Bane In Shahron lyrics in hindi

सारे शहर में कहीं तो कोई ठिकाना होगा जहाँ किसीने दिल का कहना माना होगा पत्रों के बने इन शेहरो में जाए शीशे के सपने कहाँ ज़िन्दगी की तेज इन लेहरों में ख्वाब ठहरेंगे अपने कहाँ पहने वक़्त की जंजीरें तमन्नाये बेबस है साड़ी है अटल जैसे तकदीरें ज़िन्दगी इनके आगे हारी २ पत्रों के बने इन शेहरो में जाए शीशे के सपने कहाँ कोई किसे पुकारे मिले मतलब के लोग सारे खोकली बातें जिनकी साड़ी अपने भी है पराये मगर दुनिया की है ये राय खुद को धोके में रखना है समझदारी पत्रों के बने इन शेहरो में जाए शीशे के सपने कहाँ ज़िन्दगी की तेज इन लेहरों में ख्वाब ठहरेंगे अपने कहाँ चाहे जितना घमंड अँधेरे करे एक किरण तोड़ देती है ये गुरूर ढुँदना होगा गम के रास्तो में छुपके बैठी वही खुशियां जरूर ख़्वाबों से खाली आँखें जो है हर पल सम्भाली आँखें जिनमे रहती है खुदगर्जी इन आँखों के नगर में बता इन जालिमों के घर में इस ज़माने में चलेगी क्या दिल की मर्ज़ी पत्रों के बने इन शेहरो में जाए शीशे के सपने कहाँ ज़िन्दगी की तेज इन लेहरों में ख्वाब ठहरेंगे अपने कहाँ पहने वक़्त की जंजीरें तमन्नाये बेबस है साड़ी है अटल जैसे तकदीरें ज़िन्दगी इनके आगे हारी पत्रों के बने इन शेहरो में जाए शीशे के सपने कहाँ कोई तो समझाए ऐसे लोगों को जो अक्सर हालात पे अपने रोते है चारों तरफ दीवारें हैं तो होने दो दीवारों में दरवाजे भी होते

More Lyrics of Mere Khwabon Mein Jo Aaye

Kab Talak Kabhi Kabhi Pahle Toh Meri Inn Ankhon Pathraon Ke Bane In Shahron Sehmi Sehmi Sehmi Sehmi Remix Zindagi Me Nayi Bat Hone Ko