Pardesi Aaya Des Mein song lyrics

Movie Pratigya
Year 1975
Music By Laxmikant-Pyarelal
Singer Lata Mangeshkar
Lricist Anand Bakshi
Duration 3:31

Not Rated Yet

Pardesi Aaya Des Mein Des Se Mere Gaon Mein Gaon Se Mere Gali Mein Gali Se Mere Ghar Mein Ghar Se Ghar Se Ghar Se . Ghar Se Mere Dil Mein Ab Dil Se Mere Jaane Ka Naam Na Le Ooi Maa Main Ka Karoon Ho Besaram Sharm Se Zara Kaam Na Le Main Sharamaati Phiroo Pardesi Aaya Des Mein Des Se Mere Gaon Mein Gaon Se Mere Gali Mein Gali Se Mere Ghar Mein Ghar Se Mere Dil Mein Ab Dil Se Mere Jaane Ka Naam Na Le Ooi Maa Main Ka Karoon Ho Besaram Sharm Se Zara Kaam Na Le Main Sharamaati Phiroo Pardesi Aaya Des Mein Aake Mere Dwaare Pe Haaye Re Bade Mauke Se Bedard Beimaan Bekadar Ne Dhoke Se - 2 Jhaank Liya Tan Mann Mein Palkonke Zaroke Se Ab Saiyya Kahinbaiyya Kahinthaam Na Le Ooi Maa Main Ka Karoon Ho Besaram Sharm Se Zara Kaam Na Le Main Sharamaati Phiroo Pardesi Aaya Des Mein Kaise Badal Sakta Hai Bhaagya Ka Jo Lekha Hai Zulmi Ke Maathe Pe Aisii Koyi Rekha Hai - 2 Aisa Lage Jaise Pahle Bhi Kahindekha Hai Dil Tadpe Bina Aaraam Na Le Ooi Maa Main Ka Karoon Ho Besaram Sharm Se Zara Kaam Na Le Main Sharamaati Phiroo Pardesi Aaya Des Mein Gaon Mein Gali Mein Ghar Mein Dil Mein

Pardesi Aaya Des Mein lyrics in hindi

परदेसी आया देस में देस से मेरे गाओं में गाओं से मेरे गली में गली से मेरे घर में घर से घर से घर से घर से मेरे दिल में अब दिल से मेरे जाने का नाम न ले ऊई माँ मैं का करून हो बेसरम शर्म से ज़रा काम न ले मैं शरमाती फिरू परदेसी आया देस में देस से मेरे गाओं में गाओं से मेरे गली में गली से मेरे घर में घर से मेरे दिल में अब दिल से मेरे जाने का नाम न ले ऊई माँ मैं का करून हो बेसरम शर्म से ज़रा काम न ले मैं शरमाती फिरू परदेसी आया देस में आके मेरे द्वारे पे हाय रे बड़े मौके से बेदर्द बेईमान बेकदर ने धोके से २ झाँक लिया तन मन में पलकोंके ज़रोके से अब सैय्या कहींबैय्या कहिन्ताम न ले ऊई माँ मैं का करून हो बेसरम शर्म से ज़रा काम न ले मैं शरमाती फिरू परदेसी आया देस में कैसे बदल सकता है भाग्य का जो लेखा है ज़ुल्मी के माथे पे ऎसी कोई रेखा है २ ऐसा लगे जैसे पहले भी कहींदेख है दिल तड़पे बिना आराम न ले ऊई माँ मैं का करून हो बेसरम शर्म से ज़रा काम न ले मैं शरमाती फिरू परदेसी आया देस में गाओं में गली में घर में दिल

More Lyrics of Pratigya

Main Jat Yamla Pagla Diwana Morni Re Morni Pardesi Aaya Des Mein Uth Neend Se Mirzia Jaag Ja