Palkon Ko Kalam Bana Ke song lyrics
| Movie | Kohram |
| Year | 1999 |
| Music By | Dilip Sen Sameer Sen |
| Singer | Alka Yagnik and Hariharan |
| Lricist | Anand Bakshi |
| Duration | N/A |
Palkon Ko Kalam Banaa Ke Kajal Mein Usey Dubaa Ke Aaja Aahaa Tere Dil Pe Naam Na Likh Doon To Mera Naam Nahin Koshish Kar Le Tere Bas Ka Ye Kaam Nahin Tu Paagal Ho Jaaye To Mere Sar Ilzaam Nahin Tere Dil Pe Naam Na Likh Doon To Mera Naam Nahin Koshish Kar Le Tere Bas Ka Ye Kaam Nahin Main Laal Chunariyaa Odhungi Main Teri Zid Ko Todnugi Jhuthaa Ilzaam Laga Doongia Badanaam Tujhe Kar Chhodnugi Tu Mere Dil Se Kyun Guzaraa Ye Rastaa Aam Nahin Haan Tere Dil Pe Naam Na Likh Doon To Mera Naam Nahin Koshish Kar Le Tere Bas Ka Ye Kaam Nahin Meri Ungli Mein Anguthi Hai Anguthi Ka Tu Moti Hai Kaisi Bhi Ho Kitni Bhi Ho Har Cheez Ki Keemat Hoti Hai Saari Duniya Ki Daulat Bhi Is Dil Ka Daam Nahin Haan Tere Dil Pe Naam Na Likh Doon To Mera Naam Nahin Koshish Kar Le Tere Bas Ka Ye Kaam Nahin Nahin Dekha Husn Ye Khvaabo Mein Ye Khushboo Kahaa Gulaabo Mein Teri Mastaani Aankhon Si Ye Masti Kahan Sharaabo Mein Tu Band Nashe Ki Botal Hai Par Mera Jaam Nahin Haan Tere Dil Pe Naam Na Likh Doon To Mera Naam Nahin Koshish Kar Le Tere Bas Ka Ye Kaam Nahin Tu Ghayal Ho Jaaye To Mere Sar Ilzaam Nahin Tere Dil Pe Naam Na Likh Doon To Mera Naam Nahin Koshish Kar Le Tere Bas Ka Ye Kaam Nahin
Palkon Ko Kalam Bana Ke lyrics in hindi
पलकों को कलम बना के काजल में उसे डूबा के आजा आहा तेरे दिल पे नाम न लिख दूं तो मेरा नाम नहीं कोशिश कर ले तेरे बस का ये काम नहीं तू पागल हो जाए तो मेरे सर इलज़ाम नहीं तेरे दिल पे नाम न लिख दूं तो मेरा नाम नहीं कोशिश कर ले तेरे बस का ये काम नहीं मैं लाल चुनरिया ओढ़ूंगी मैं तेरी ज़िद को तोडंूगी झूठा इलज़ाम लगा डूंगीा बदनाम तुझे कर छोडंूगी तू मेरे दिल से क्यूँ गुज़रा ये रास्ता आम नहीं हाँ तेरे दिल पे नाम न लिख दूं तो मेरा नाम नहीं कोशिश कर ले तेरे बस का ये काम नहीं मेरी ऊँगली में अंगूठी है अंगूठी का तू मोटी है कैसी भी हो कितनी भी हो हर चीज़ की कीमत होती है साड़ी दुनिया की दौलत भी इस दिल का दाम नहीं हाँ तेरे दिल पे नाम न लिख दूं तो मेरा नाम नहीं कोशिश कर ले तेरे बस का ये काम नहीं नहीं देखा हुस्न ये ख्वाबो में ये खुश्बू कहा गुलाबो में तेरी मस्तानी आँखों सी ये मस्ती कहाँ शराबो में तू बंद नशे की बोतल है पर मेरा जाम नहीं हाँ तेरे दिल पे नाम न लिख दूं तो मेरा नाम नहीं कोशिश कर ले तेरे बस का ये काम नहीं तू घायल हो जाए तो मेरे सर इलज़ाम नहीं तेरे दिल पे नाम न लिख दूं तो मेरा नाम नहीं कोशिश कर ले तेरे बस का ये काम