Nayi Umar Ki Kaliyon Tumko song lyrics

Movie Talaq
Year 1958
Music By Chitalkar Ramchandra
Singer Asha Bhosle
Lricist Kavi Pradeep
Duration N/A

Not Rated Yet

Nayi Umra Ki Kaliyon Tumko Dekh Rahi Duniya Saari Tumape Badi Jimmedaaree Ghar Ghar Ko Tum Swarg Banaana -2 Har Aangan Ko Phulwaaree Hamape Badi Jimmedaaree Dekh Rahi Duniya Saari Tum Us Desh Mein Janmee Ho Jis Desh Mein Janmee Thi Seeta - (2) Tum Us Desh Ki Kanya Ho Jis Desh Mein Gunj Rahi Gita Kabhi Bhool Kar Bhi Na Lagaana -2 Jeevan Mein Tum Chinagaaree Ghar Ghar Ko Tum Swarg Banaana Har Aangan Ko Phulwaaree Hamape Badi Jimmedaaree Dekh Rahi Duniya Saari Ye Na Bhoolna Jahanjahan Hai Phool Wahan Hain Kaante Bhi - (2) Jahan Jahanpar Hote Hain Toofan Wahan Sannate Bhi Tum Is Jag Mein Hans Hans Jeena Mat Karna Mann Ko Bhaaree Ghar Ghar Ko Tum Swarg Banaana Har Aangan Ko Phulwaaree Hamape Badi Jimmedaaree Dekh Rahi Duniya Saari Dekho Kahin Bhatak Mat Jaana Jhoothe Hans Vilaaso Mein - (2) Karna Aise Kaam Tumhara Naam Rahe Itihaaso Mein Saavdhaan Rahna Bahano -2 Aa Rahi Tumhaaree Bhi Baaree Ghar Ghar Ko Tum Swarg Banaana Har Aangan Ko Phulwaaree Hamape Badi Jimmedaaree Dekh Rahi Duniya Saari - (2)

Nayi Umar Ki Kaliyon Tumko lyrics in hindi

नई उम्र की कलियों तुमको देख रही दुनिया साड़ी तुमपे बड़ी जिम्मेदारी घर घर को तुम स्वर्ग बनाना २ हर आँगन को फुलवारी हमपे बड़ी जिम्मेदारी देख रही दुनिया साड़ी तुम उस देश में जन्मी हो जिस देश में जन्मी थी सीता २ तुम उस देश की कन्या हो जिस देश में गूंज रही गीता कभी भूल कर भी न लगाना २ जीवन में तुम चिनगारी घर घर को तुम स्वर्ग बनाना हर आँगन को फुलवारी हमपे बड़ी जिम्मेदारी देख रही दुनिया साड़ी ये न भूलना जहांजहां है फूल वहाँ हैं कांटे भी २ जहाँ जहांपर होते हैं तूफ़ान वहाँ सन्नाटे भी तुम इस जग में हंस हंस जीना मत करना मन को भारी घर घर को तुम स्वर्ग बनाना हर आँगन को फुलवारी हमपे बड़ी जिम्मेदारी देख रही दुनिया साड़ी देखो कहीं भटक मत जाना झूठे हंस विलासो में २ करना ऐसे काम तुम्हारा नाम रहे इतिहासो में सावधान रहना बहनो २ आ रही तुम्हारी भी बारी घर घर को तुम स्वर्ग बनाना हर आँगन को फुलवारी हमपे बड़ी जिम्मेदारी देख रही दुनिया साड़ी

More Lyrics of Talaq

Aye Duniya Ke Maa Baap Dukhiyon Pe Bigul Baj Raha Aazadi Ka Kehni Hai Lagi Jo Takkar Arey Kha Gaye Chakkar Mere Jeevan Mein Kiran Banke Nayi Umar Ki Kaliyon Tumko Zara To Aankhein Dekho Mila Ke