Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara song lyrics

Movie Aap Aye Bahaar Aayee
Year 1971
Music By Laxmikant-Pyarelal
Singer Mohammad Rafi and Lata Mangeshkar
Lricist Anand Bakshi
Duration 6:22

Not Rated Yet

Dilshad Tha Ke Phool Khilenge Bahar Mein Mara Gaya Gareeb Isee Aitbaar Mein [Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota - [2] Agar Toofan Nahin Aata, Kinara Mil Gaya Hota] - 2 Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota Na Tha Manzur Kismat Ko, Na Thi Marzi Bahaaron Ki Nahin To Is Gulistan Mein - 2, Kami Thi Kya Nazaro Ki Meri Nazaro Ko Bhi Koyi Nazaara Mil Gaya Hota Agar Toofan Nahin Aata, Kinara Mil Gaya Hota Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota Khushi Se Apni Aankhon Ko Main Ashko Se Bhigon Leta Mere Badle Tu Hans Legi - 2, Tere Badle Main Ro Leta Mujhe Aye Kaash Tera Dard Saara Mil Gaya Hota Agar Toofan Nahin Aata, Kinara Mil Gaya Hota Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota Mili Hai Chandni Din Ko, Ye Unki Apni Kismat Hai Mujhe Apne Muqaddar Se - 2, Faqat Itni Shikaayat Hai Mujhe Toota Hua Koyi Sitara Mil Gaya Hota Agar Toofan Nahin Aata, Kinara Mil Gaya Hota Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota

Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara lyrics in hindi

दिलशाद था के फूल खिलेंगे बहार में मारा गया गरीब इसी ऐतबार में मुझे तेरी मोहब्बत का सहारा मिल गया होता २ अगर तूफ़ान नहीं आता किनारा मिल गया होता २ मुझे तेरी मोहब्बत का सहारा मिल गया होता न था मंज़ूर किस्मत को न थी मर्ज़ी बहारों की नहीं तो इस गुलिस्तां में २ कमी थी क्या नज़रो की मेरी नज़रो को भी कोई नज़ारा मिल गया होता अगर तूफ़ान नहीं आता किनारा मिल गया होता मुझे तेरी मोहब्बत का सहारा मिल गया होता ख़ुशी से अपनी आँखों को मैं अश्को से भिगों लेता मेरे बदले तू हंस लेगी २ तेरे बदले मैं रो लेता मुझे ए काश तेरा दर्द सारा मिल गया होता अगर तूफ़ान नहीं आता किनारा मिल गया होता मुझे तेरी मोहब्बत का सहारा मिल गया होता मिली है चांदनी दिन को ये उनकी अपनी किस्मत है मुझे अपने मुक़द्दर से २ फ़क़त इतनी शिकायत है मुझे टूटा हुआ कोई सितारा मिल गया होता अगर तूफ़ान नहीं आता किनारा मिल गया होता मुझे तेरी मोहब्बत का सहारा मिल गया

More Lyrics of Aap Aye Bahaar Aayee

Aap Aye Bahaar Ayee Koyel Kyon Gaaye Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Poochhe Jo Koi Mujhse Tare Kitne Neel Gagan Pe Tare Tumko Bhi To Aisa Kuchh Hota