Mohammad Shah Rangeele Re song lyrics

Movie Nadir Shah
Year 1968
Music By S N Tripathi
Singer Suman Kalyanpur and Mohammed Rafi
Lricist Majrooh Sultanpuri
Duration N/A

Not Rated Yet

Muhammad Shah Rangeeley Re - 2 Sajna Tum Bin Main Ka Ab Din Ratiyaan Kachhu Na Suhaawe Muhammad Shah Rangeeley Re - 2 Sajna Tum Bin Main Ka Ab Din Ratiyaan Kachhu Na Suhaawe Muhammad Shah Rangeeley Agar Nikal Ke Teri Bazm Se Kahinchaliye Aa Aa Agar Nikal Ke Teri Bazm Se Kahinchaliye To Baar Baar Ye Kahta Hai Dil Wahin Chaliye Ho O O O O Isee Liye To Ye Mehfil Sajaaye Baithhe Hain - 2 Ke Hum Charaag Nahin Dil Jalaaye Baithhe Hain Aa Aa Aa Aa Muhammad Shah Rangeeley Re Sajna Tum Bin Main Ka Ab Din Ratiyaan Kachhu Na Suhaawe Muhammad Shah Rangeeley Ye Baat Kya Hai Ki Dil Jab Se Teri Chaah Mein Hai - 2 Kahin Woh Rang Nahin Jo Teri Niagaah Mein Hai Aa Meri Nazar Mein Nahin Qatl O Khoon Ke Afsaane - 2 Chhalak Rate Hain Yahan Rang O Boo Ke Paimaane Aa Aa Aa Muhammad Shah Rangeeley Re Sajna Tum Bin Main Ka Ab Din Ratiyaan Kachhu Na Suhaawe Muhammad Shah Rangeeley Idhar Na Dekhoge Kab Tak Sajan Kaho To Sahi Aa Idhar Na Dekhoge Kab Tak Sajan Kaho To Sahi Lagi Huyi Hai Ye Kiski Lagan Kaho To Sahi Aa Main Dhoondhta Hoon Woh Ik Geet Zindagi Ke Liye Main Dhoondhta Hoon Woh Ik Geet Zindagi Ke Liye Ke Zindagi Bane Sangeet Aadmi Ke Liye Aa Aa Aa Muhammad Shah Rangeeley Re Sajna Tum Bin Main Ka Ab Din Ratiyaan Kachhu Na Suhaawe Muhammad Shah Rangeeley

Mohammad Shah Rangeele Re lyrics in hindi

मुहम्मद शाह रंगीले रे २ सजना तुम बिन मैं का अब दिन रतियाँ कछु न सुहावे मुहम्मद शाह रंगीले रे २ सजना तुम बिन मैं का अब दिन रतियाँ कछु न सुहावे मुहम्मद शाह रंगीले अगर निकल के तेरी बज़्म से कहींचलिए आ आ अगर निकल के तेरी बज़्म से कहींचलिए तो बार बार ये कहता है दिल वहीँ चलिए हो ओ ओ ओ ओ इसी लिए तो ये महफ़िल सजाये बैठे हैं २ के हम चराग नहीं दिल जलाये बैठे हैं आ आ आ आ मुहम्मद शाह रंगीले रे सजना तुम बिन मैं का अब दिन रतियाँ कछु न सुहावे मुहम्मद शाह रंगीले ये बात क्या है की दिल जब से तेरी चाह में है २ कहीं वो रंग नहीं जो तेरी निआगाह में है मेरी नज़र में नहीं क़त्ल ओ खून के अफ़साने २ छलक रेट हैं यहाँ रंग ओ बू के पैमाने आ आ आ मुहम्मद शाह रंगीले रे सजना तुम बिन मैं का अब दिन रतियाँ कछु न सुहावे मुहम्मद शाह रंगीले इधर न देखोगे कब तक सजन कहो तो सही इधर न देखोगे कब तक सजन कहो तो सही लगी हुयी है ये किसकी लगन कहो तो सही मैं ढूँढता हूँ वो इक गीत ज़िन्दगी के लिए मैं ढूँढता हूँ वो इक गीत ज़िन्दगी के लिए के ज़िन्दगी बने संगीत आदमी के लिए आ आ आ मुहम्मद शाह रंगीले रे सजना तुम बिन मैं का अब दिन रतियाँ कछु न सुहावे मुहम्मद शाह

More Lyrics of Nadir Shah

Jung Insaniyat Ki Dushman Hai Kahe Ko Byaahi Vides Ho Mohammad Shah Rangeele Re Phoolon Tale Hum Tum Se Mile Sakhiyan Bahaar Aaye Jhoom Jhoom Yeh Bala Jaan Hi Par Jaati Hai Yeh Meri Mohabbat Jo Gunehgar