Mera Ban Jaye Koi song lyrics
Movie | Ek Sapera Ek Lutera |
Year | 1965 |
Music By | Usha Khanna |
Singer | Mohammad Rafi |
Lricist | Asad Bhopali |
Duration | 3:28 |
Mera Ban Jaaye Koyi Ye Taqdeer Nahin - 2 Main Woh Sheesha Hoon Ke Jismein Koyi Tasveer Nahin Mera Ban Jaaye Koyi Ye Taqdeer Nahin Nazrein Aawara Dil Aawara Kadam Awara - 2 Jaane Kab Tak Main Firunga Yun Hi Mara Mara Jo Mujhe Rok Le Aisi Koyi Zanjeer Nahin Main Woh Sheesha Hoon Ke Jismein Koyi Tasveer Nahin Mera Ban Jaaye Koyi Ye Taqdeer Nahin Kitne Afsaane Nigaahon Se Kahe Hai Maine Kitne Afsaane Kitne Afsaane Nigaahon Se Kahe Hai Maine Kitne Gum Aise Hai Jo Haske Sahe Hai Maine Kayi Khwaab Aise Hai Jinki Koyi Tabir Nahin Mera Ban Jaaye Koyi Ye Taqdeer Nahin Ik Se Ik Hansi Meri Nazar Se Gujra Ik Se Ek Ik Se Ik Hansi Meri Nazar Se Gujra Bijliya Toot Padi Dil Pe Jidhar Se Gujra Kya Karoon Main Ke Meri Aah Mein Tasir Nahin Mera Ban Jaaye Koyi Ye Taqdeer Nahin Main Woh Sheesha Hoon Ke Jismein Koyi Tasveer Nahin Mera Ban Jaaye Koyi Ye Taqdeer Nahin
Mera Ban Jaye Koi lyrics in hindi
मेरा बन जाए कोई ये तक़दीर नहीं २ मैं वो शीशा हूँ के जिसमें कोई तस्वीर नहीं मेरा बन जाए कोई ये तक़दीर नहीं नज़रें आवारा दिल आवारा कदम अवर २ जाने कब तक मैं फिरूंगा यूँ ही मारा मारा जो मुझे रोक ले ऐसी कोई ज़ंजीर नहीं मैं वो शीशा हूँ के जिसमें कोई तस्वीर नहीं मेरा बन जाए कोई ये तक़दीर नहीं कितने अफ़साने निगाहों से कहे है मैंने कितने अफ़साने कितने अफ़साने निगाहों से कहे है मैंने कितने गम ऐसे है जो हँसके सहे है मैंने कई ख्वाब ऐसे है जिनकी कोई ताबीर नहीं मेरा बन जाए कोई ये तक़दीर नहीं इक से इक हंसी मेरी नज़र से गुजरा इक से एक इक से इक हंसी मेरी नज़र से गुजरा बिजलिया टूट पड़ी दिल पे जिधर से गुजरा क्या करून मैं के मेरी आह में तासीर नहीं मेरा बन जाए कोई ये तक़दीर नहीं मैं वो शीशा हूँ के जिसमें कोई तस्वीर नहीं मेरा बन जाए कोई ये तक़दीर नहीं