Kyun Main Jaagon song lyrics
Movie | Patiala House |
Year | 2011 |
Music By | Shankar -Ehsaan - Loy |
Singer | Shafaqat Amanat Ali |
Lricist | Anvita Dutt Guptan |
Duration | 5:43 |
Mujhe Yunhi Karke Khwaabon Se Juda Jaane Kahan Chup Ke Baitha Hai Khuda Jaanu Na Main Kab Hua Khud Se Gumshuda Kaise Jiyun Rooh Bhi Mujhse Hai Juda Kyun Meri Rahein Mujhse Pooche Ghar Kahan Hai Kyun Mujhse Aake Dastak Pooche Dar Kahan Hai Rahein Aisi Jinki Manzil Hi Nahin Dhundho Mujhe Ab Main Rahta Hoon Wahin Dil Hai Kahin Aur Dhadkan Hai Kahin Sansein Hai Magar Kyun Zinda Main Nahin Rait Bani Haathon Se Yun Bah Gayi Taqdeer Meri Beekhri Har Jagah Kaise Likhun Phir Se Nayi Daastan Gham Ki Siyahi Dikhti Hai Kahan Aahein Jo Chuni Hain Meri Thi Raza Rahta Hoon Kyun Phir Khud Se Hi Khafa Aisi Bhi Huyi Thi Mujhse Kya Khata Toone Jo Mujhe Di Jinay Ki Sazaa Banday Tere Maathe Pe Hain Jo Khinchay Bas Chand Lakiron Jitna Hai Aansoo Mere Mujhko Mita Te Hain Rahe Rab Ko Hukm Na Mit Ta Hai Yahan Raahein Aisi Jinki Manzil Hi Nahin Dhundho Mujhe Ab Main Rahta Huin Wahin Dil Hai Kahin Aur Dhadkan Hai Kahin Saansien Hai Magar Kyun Zinda Main Nahin Kyun Main Jaagun Aur Woh Sapne Bol Raha Hai Kyun Mera Rab Yun Aankhien Khole So Raha Hai Kyun Main Jaagun
Kyun Main Jaagon lyrics in hindi
मुझे यूँही करके ख़्वाबों से जुड़ा जाने कहाँ चुप के बैठा है खुद जानु न मैं कब हुआ खुद से गुमशुदा कैसे जियूं रूह भी मुझसे है जुड़ा क्यूँ मेरी रहे मुझसे पूछे घर कहाँ है क्यूँ मुझसे आके दस्तक पूछे दर कहाँ है रहे ऐसी जिनकी मंज़िल ही नहीं ढूंढो मुझे अब मैं रहता हूँ वहीँ दिल है कहीं और धड़कन है कहीं सांसें है मगर क्यूँ ज़िंदा मैं नहीं राइट बनी हाथों से यूँ बह गयी तक़दीर मेरी बिखरी हर जगह कैसे लिखूं फिर से नई दास्ताँ ग़म की सियाही दिखती है कहाँ आहें जो चुनी हैं मेरी थी रज़ा रहता हूँ क्यूँ फिर खुद से ही खफा ऐसी भी हुयी थी मुझसे क्या खता तूने जो मुझे दी जीने की सज़ा बंदे तेरे माथे पे हैं जो खींचे बस चाँद लकीरों जितना है आँसू मेरे मुझको मिटा ते हैं रहे रब को हुक्म न मिट ता है यहाँ राहें ऐसी जिनकी मंज़िल ही नहीं ढूंढो मुझे अब मैं रहता हुईं वहीँ दिल है कहीं और धड़कन है कहीं सान्सिएं है मगर क्यूँ ज़िंदा मैं नहीं क्यूँ मैं जागूं और वो सपने बोल रहा है क्यूँ मेरा रब यूँ आणखीन खोले सो रहा है क्यूँ मैं