Kal Ke Sapne Aaj Bhi Aana song lyrics
| Movie | Aadmi |
| Year | 1968 |
| Music By | Naushad |
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Lricist | Shakeel Badayuni and Munshi Aziz |
| Duration | 3:41 |
Kal Ke Sapne Aaj Bhi Aana - [2] Pritam Ko Bhi Saath Mein Laana - [2] Kal Ke Sapne Aaj Bhi Aana Aaj Bhi Din Hai Madhur Suhana Baaj Rahi Hai Mann Ki Baasuriya Nainon Ke Tat Pe Prem Ke Rath Pe Laut Ke Ab To Aa Ja Sanwariya Mai Bhi Sunaau, Dil Ka Taraana - [2] Kal Ke Sapne Aaj Bhi Aana Jhumate Baadal, Gaate Jharane Aaj Kisi Ko Dhundh Rahe Hai Mai To Ye Jaanu Saare Najaare Sajna Tujhiko Dhundh Rahe Hai Aaj Mujhe Bhi Daras Dikhaana - [2] Kal Ke Sapne Aaj Bhi Aana Meri Nagariya Aa Mere Rasiya Dagar Dagar Main Aakhiya Bichhau Dil Mein Bithake Nain Milake Janam Janam Ki Pyaas Bujhau Tohe Sikhau Preet Nibhana - [2] Kal Ke Sapne Aaj Bhi Aana Pritam Ko Bhi Saath Mein Laana Kal Ke Sapne Aaj Bhi Aana
Kal Ke Sapne Aaj Bhi Aana lyrics in hindi
कल के सपने आज भी आना २ प्रीतम को भी साथ में लाना २ कल के सपने आज भी आना आज भी दिन है मधुर सुहाना बाज रही है मन की बासुरिया नैनों के तट पे प्रेम के रथ पे लौट के अब तो आ जा सांवरिया मई भी सुनाऊ दिल का तराना २ कल के सपने आज भी आना झूमते बादल गाते झरने आज किसी को धुंध रहे है मई तो ये जानु सारे नज़ारे सजना तुझिको धुंध रहे है आज मुझे भी दरस दिखाना २ कल के सपने आज भी आना मेरी नगरिया आ मेरे रसिया डगर डगर मैं आखिया बिछौ दिल में बिठाके नैन मिलके जनम जनम की प्यास बुझौ तोहे सिखाउ प्रीत निभाना २ कल के सपने आज भी आना प्रीतम को भी साथ में लाना कल के सपने आज भी