Kabhi Kabhi Spane Bhi song lyrics
Movie | Kaafila |
Year | 2007 |
Music By | Sukhwinder Singh |
Singer | Abhijeet, Gurusewak Mann, Mohammed Aziz and Sukhwinder Singh |
Lricist | Babbu Mann |
Duration | N/A |
Kabhi Kabhi Spane Bhi Sach Ho Jaate Hain Kabhi Kabhi-3 Spane Bhi Sach Ho Jaate Hain Jaise Begaane Apne Ho Jaate Hain Jaise Bin Maange Hi (Sab Kuch Mil Jaata Hai - 2) Jaise Bin Soche Hi Sab Kuch Ho Jaata Hai Jaise Viraane Mein Gulshan Khil Jaate Hain Kabhi Kabhi-2 Spane Bhi Sach Ho Jaate Hain Ummeed Ka Daaman Pakade Huye (Zindagi Hai Ab Muskaane Lagi - 2) Jo Nazar Nahin Aayi Thi Kabhi Manzil Woh Nazar Aane Lagi - 2 Paigaam Bahaar Ke Aane Ka Doli Le Kar Aaya Jaise Mehaki Madmast - 2 Hawaayon Ne Nagama Sa Gaaya Ho Jaise Anjaani Raahon Mein Rehbar Mil Jaatein Hain Kabhi Kabhi Na Jaane Kya Hai Likha (Toone Ye Hum Sab Ki Takdiron Mein - 2) Hasrat Hai Jinako Khushiyon Ki Hum Bhi Hai Un Raahgiron Mein - 2 Haalaat Ne Karwat Badli Hai Taqdeer Badal Gayi Hai Apni Saagar Ki Lehar Mein Dol Rahi Kashti Bhi Sanbhal Gayi Hai Apni Kabhi Kabhi To Toofan Saahil Ban Jaate Hain Kabhi Kabhi Spane Bhi Sach Ho Jaate Hain Kabhi Kabhi-3 Spane Bhi Sach Ho Jaate Hain Jaise Begaane Apne Ho Jaate Hain Pardesiya Pardesiya Nikale Hai Ghar Se Kismat Ka-2 Kohtoor? Dekhna Chaahate Hain Maayus Hayaati Ke Chehre Pe Noor Dekhna Chaahate Hain Aise Mein Begaane Bhi Apne Ho Jaaate Hai Kabhi Kabhi-3 Spane Bhi Sach Ho Jaate Hain Jaise Begaane Apne Ho Jaate Hain
Kabhi Kabhi Spane Bhi lyrics in hindi
कभी कभी सपने भी सच हो जाते हैं कभी कभी ३ सपने भी सच हो जाते हैं जैसे बेगाने अपने हो जाते हैं जैसे बिन मांगे ही सब कुछ मिल जाता है २ जैसे बिन सोचे ही सब कुछ हो जाता है जैसे वीराने में गुलशन खिल जाते हैं कभी कभी २ सपने भी सच हो जाते हैं उम्मीद का दामन पकड़े हुए ज़िन्दगी है अब मुस्काने लगी २ जो नज़र नहीं आयी थी कभी मंज़िल वो नज़र आने लगी २ पैगाम बहार के आने का डोली ले कर आया जैसे महकी मदमस्त २ हवायों ने नगमा सा गाया हो जैसे अनजानी राहों में रेहबर मिल जातें हैं कभी कभी न जाने क्या है लिखा तूने ये हम सब की तकदीरों में २ हसरत है जिनको खुशियों की हम भी है उन राहगीरों में २ हालात ने करवट बदली है तक़दीर बदल गयी है अपनी सागर की लहर में दोल रही कश्ती भी संभाल गयी है अपनी कभी कभी तो तूफ़ान साहिल बन जाते हैं कभी कभी सपने भी सच हो जाते हैं कभी कभी ३ सपने भी सच हो जाते हैं जैसे बेगाने अपने हो जाते हैं परदेसिया परदेसिया निकले है घर से किस्मत का २ कोहतूर देखना चाहते हैं मायूस हयाती के चेहरे पे नूर देखना चाहते हैं ऐसे में बेगाने भी अपने हो जाते है कभी कभी ३ सपने भी सच हो जाते हैं जैसे बेगाने अपने हो जाते