Jo Pyaar Kar Gaye - Female song lyrics
| Movie | Junoon |
| Year | 1992 |
| Music By | Nadeem Shravan |
| Singer | Anuradha Paudwal |
| Lricist | Santosh Anand |
| Duration | N/A |
Jo Pyaaar Kar Gaye Woh Log Aur Thay - (2) Dil Mein Utar Gaye Woh Log Aur Thay Jo Pyaaar Kar Gaye Woh Log Aur Thay Gulshan Ke Phool Phool Par Shabnam Ki Boond Se - (2) Hasakar Bikhar Gaye Woh Log Aur Thay - (2) Dil Mein Utar Gaye -2 Woh Log Aur Thay Jo Pyaaar Kar Gaye Woh Log Aur Thay Marate Rahenge Hum Pe Woh Jeene Ki Chaah Mein - (2) Kah Kar Munh Kar Gaye Woh Log Aur Thay - (2) Dil Mein Utar Gaye -2 Woh Log Aur Thay Jo Pyaaar Kar Gaye Woh Log Aur Thay - (2)
Jo Pyaar Kar Gaye - Female lyrics in hindi
जो प्यार कर गए वो लोग और थे २ दिल में उतर गए वो लोग और थे जो प्यार कर गए वो लोग और थे गुलशन के फूल फूल पर शबनम की बूँद से २ हासकर बिखर गए वो लोग और थे २ दिल में उतर गए २ वो लोग और थे जो प्यार कर गए वो लोग और थे मरते रहेंगे हम पे वो जीने की चाह में २ कह कर मुंह कर गए वो लोग और थे २ दिल में उतर गए २ वो लोग और थे जो प्यार कर गए वो लोग और थे २