Jeena Hai Kis Liye song lyrics

Movie Aetbaar
Year 2004
Music By Rajesh Roshan
Singer Amitabh Bachchan
Lricist Nasir Faraaz, Rajesh Roshan, Chandrashekhar Rajit, Ibrahim Ashq, Maya Govind and Dev Kohli
Duration 6:05

Not Rated Yet

Hanse Ped Jab Tab To Baadal Hanse Hanse Jab Nadi Tab To Saagar Hanse Hoke Insaan Bhi Hum Hanse Na Kabhi Bas Yahi Sochkar Khud Pe Hum Hans Liye Jeenaa Hai Kis Liye Jeevan Hai Is Liye Zindaadili Se Kyun Na Hum Jiyein Jeenaa Hai Kis Liye Jeevan Hai Is Liye Zindaadili Se Kyun Na Hum Jiyein Rishtey Hain Kis Liye Samajhte Hain Is Liye Jeenaa Bhi Varnaa Aur Hai Kis Liye Ye Khizaan Aur Woh Bahaar Do Ghadi Ke Hain Khumar Badalnaa Hi To Qudrat Mein Qaayam Ka Raha Kirdaar Ye Khizaan Aur Woh Bahaar Do Ghadi Ke Hain Khumar Badalnaa Hi To Qudrat Mein Qaayam Ka Raha Kirdaar Badleinge Kis Liye Sanvreinge Is Liye Badal Ke Hans Diye To Ji Liye Jeenaa Hai Kis Liye Jeevan Hai Is Liye Zindaadili Se Kyun Na Hum Jiyein Aansoo Ke Jo Dhaare Hain Ye Gham Ke Sharaare Hain Jo Unko Ponchh De Bas Woh Hi To Tumhare Hain Aansoo Ke Jo Dhaare Hain Ye Gham Ke Sharaare Hain Jo Unko Ponchh De Bas Woh Hi To Tumhare Hain Aansoo Hai Kis Liye Sar Dard Is Liye Muskaan Se Aansoo Bhi Dho Liye Jeenaa Hai Kis Liye Jeevan Hai Is Liye Zindaadili Se Kyun Na Hum Jiyein Rishtey Hain Kis Liye Samajhte Hain Is Liye Jeenaa Bhi Varnaa Aur Hai Kis Liye

Jeena Hai Kis Liye lyrics in hindi

हँसे पेड़ जब तब तो बादल हँसे हँसे जब नदी तब तो सागर हँसे होक इंसान भी हम हँसे न कभी बस यही सोचकर खुद पे हम हंस लिए जीना है किस लिए जीवन है इस लिए ज़िंदादिली से क्यूँ न हम जियें जीना है किस लिए जीवन है इस लिए ज़िंदादिली से क्यूँ न हम जियें रिश्ते हैं किस लिए समझते हैं इस लिए जीना भी वरना और है किस लिए ये ख़िज़ाँ और वो बहार दो घडी के हैं खुमार बदलना ही तो क़ुदरत में क़ायम का रहा किरदार ये ख़िज़ाँ और वो बहार दो घडी के हैं खुमार बदलना ही तो क़ुदरत में क़ायम का रहा किरदार बदलेंगे किस लिए संवरेंगे इस लिए बदल के हंस दिए तो जी लिए जीना है किस लिए जीवन है इस लिए ज़िंदादिली से क्यूँ न हम जियें आँसू के जो धारे हैं ये ग़म के शरारे हैं जो उनको पोंछ दे बस वो ही तो तुम्हारे हैं आँसू के जो धारे हैं ये ग़म के शरारे हैं जो उनको पोंछ दे बस वो ही तो तुम्हारे हैं आँसू है किस लिए सर दर्द इस लिए मुस्कान से आँसू भी धो लिए जीना है किस लिए जीवन है इस लिए ज़िंदादिली से क्यूँ न हम जियें रिश्ते हैं किस लिए समझते हैं इस लिए जीना भी वरना और है किस

More Lyrics of Aetbaar

Aetbaar Chhodo Chhodo Jeena Hai Kis Liye Naa Nazaron Ka Saansein Ghulne Lagi The Feel Of Aetbaar(Instrumental) Tum Mujhe Bas Yun Hi