Jab Dil Churaya song lyrics

Movie Gunaah
Year 2002
Music By Sajid, Anand Raaj Anand, Sajid-wajid
Singer Alka Yagnik and Babul Supriyo
Lricist Anand Bakshi, Pravin Bhardwaj, Faiz Anwar, Sajid-wajid, Anand Raaj Anand and Sajid
Duration 5:23

Not Rated Yet

[Jab Dil Churaaye Koyee, Apna Banaaye Koyi Sapne Dikhaye Aur Ho Jaaye Phir Juda] - [2] Chaahatke Sab Afsane, Dil Jinko Sach Hi Maane Ban Ke Woh Rah Jaate Hai Ek Ansunee Sada Ho Kyun Dekhe Hamne Chaahatke Sapne Dil Sochta Hai Aur Rota Hai Jar Jar Jab Dil Churaaye Koyee, Apna Banaaye Koyi Sapne Dikhaye Aur Ho Jaaye Phir Juda Ye Dooriyan Dil Kee, Majburiya Dil Ki Sach Hai Magar Phir Bhi Maane Na Dil Mera Bheegi See Aankhon Me, Suni See Raho Mein Ham Le Chale Hain Kitnee Yaadon Ka Caravan Ho Ab Mann Hi Mann Me, Divanepan Mein Dil Sochta Hai Aur Rota Hai Jar Jar Jab Dil Churaaye Koyee, Apna Banaaye Koyi Sapne Dikhaye Aur Ho Jaaye Phir Juda Jab Dil Churaaye Koyi Hey Haanhaan Haan. Aah Aah Aah Dil Mein Tamanna Hai, Dil Mein Iraade Hain Khwaabon Ke Mele Lekar Jaaye Bhi To Kahan Kuch Tum Na Kah Sake, Kuch Hum Na Kah Sake Jaane Kyun Ho Jaati Hai Khaamosh Ye Zubaan Ho Kya Dil Ko Ho Gaya, Kya Dil Ka Kho Gaya Dil Sochta Hai Aur, Rota Hai Jar Jar Jab Dil Churaaye Koyee, Apna Banaaye Koyi Sapne Dikhaye Aur Ho Jaaye Phir Juda Chaahatke Sab Afsane, Dil Jinko Sach Hi Maane Mm Hmm Aa Ha Ban Ke Woh Rah Jaate Hai Ek Ansunee Sada

Jab Dil Churaya lyrics in hindi

जब दिल चुराए कोई अपना बनाये कोई सपने दिखाए और हो जाए फिर जुड़ा २ चाहतके सब अफ़साने दिल जिनको सच ही माने बन के वो रह जाते है एक अनसुनी सदा हो क्यूँ देखे हमने चाहतके सपने दिल सोचता है और रोता है जार जार जब दिल चुराए कोई अपना बनाये कोई सपने दिखाए और हो जाए फिर जुड़ा ये दूरियां दिल की मजबूरिया दिल की सच है मगर फिर भी माने न दिल मेरा भीगी सी आँखों में सुनी सी रहो में हम ले चले हैं कितनी यादों का कारवां हो अब मन ही मन में दीवानेपन में दिल सोचता है और रोता है जार जार जब दिल चुराए कोई अपना बनाये कोई सपने दिखाए और हो जाए फिर जुड़ा जब दिल चुराए कोई हे हाँहाँ हाँ आह आह आह दिल में तमन्ना है दिल में इरादे हैं ख़्वाबों के मेले लेकर जाए भी तो कहाँ कुछ तुम न कह सके कुछ हम न कह सके जाने क्यूँ हो जाती है खामोश ये जुबां हो क्या दिल को हो गया क्या दिल का खो गया दिल सोचता है और रोता है जार जार जब दिल चुराए कोई अपना बनाये कोई सपने दिखाए और हो जाए फिर जुड़ा चाहतके सब अफ़साने दिल जिनको सच ही माने मम हम्म आ हा बन के वो रह जाते है एक अनसुनी

More Lyrics of Gunaah

Dil Ne Kaha Hamne Tumko Dil Ye De Diya Jab Dil Churaya Mere Dil Pe Kisine Rooth Kar Hum Sajana Saajna Theme Of Gunaah