Ho Aaj Majhab Koi song lyrics

Movie Censor
Year 2001
Music By Jatin-lalit
Singer Roop Kumar Rathod, Kavita Krishnamurthy
Lricist Vinoo Mahendra and Neeraj
Duration 7:08

Not Rated Yet

Ho Aaj Majhab Koyi Ek Aisa Naya Doston Is Jahan Mein Chalaya Jaaye Jismein Insaan Insaan Ban Ke Rahe Aa Aur Gulshan Ko Gulshan Banaaya Jaaye O Aaj Majhab Koyi Aa Jisase Badhakar Koyi Kitaab Nahin Are Jiska Milta Koyi Jawaab Nahin Umra Bhar Chadh Kar Jo Nahin Utare Woh Nasha Hai Magar Sharaab Nahin Usey Pyar Zamaana Kahta Hai Uska Deewana Rahta Hai Ye Aisa Hai Rangeen Nasha Ye Jitna Chadhe Utna Hi Maza Hothon Pe Gulab Yahi To Hai Aankhon Me Khwaab Yahi To Hai Gaalon Pe Shabab Yahi To Hai Ghoonghat Me Hijab Yahi To Hai Hothon Pe Gulab Aankhon Mein Khwaab Gaalon Pe Shabab Ghoonghat Mein Hijab Yahi To Hai - [4] Isko Paaya Mira Ne, Isko Hi Gaya Kabira Ne O Har Rooh Ki Aawaz Hai Ye Sabse Sundar Sajh Hai Ye Jis Se Roshan Padosee Ka Aangan Rahe Woh Diya Har Ghar Mein Jalaya Jaaye Jismein Insaan Aa Ye Chav Bhi Hai Aur Dhoop Bhi Hai Roop Bhi Hai Aur Anup Bhi Hai Ye Shabnam Bhi Angar Bhi Hai Ye Megh Bhi Hai Malhar Bhi Hai Are Ismein Duniya Ki Jawaani Hai Ye Aag Ke Bhitar Paani Hai Ye Rooh Ka Ek Sarovar Hai Katare Mein Ek Samandar Hai Shayar Ka Haseen Tasavvur Hai Sangeet Ka Ek Svayamvar Hai Ye Sabko Sab Kuch Deta Hai Aur Badle Mein Badle Mein Badle Mein Bas Dil Leta Hai Dil Leta Hai Dil Dil Dil Dil Dil Leta Hai Iska Jo Karam Aaj Ho Jaaye To Ye Mehfil Bhi Jannat See Ho Jaaye Jismein Insaan

Ho Aaj Majhab Koi lyrics in hindi

हो आज मजहब कोई एक ऐसा नया दोस्तों इस जहाँ में चलाया जाए जिसमें इंसान इंसान बन के रहे आ और गुलशन को गुलशन बनाया जाए ओ आज मजहब कोई आ जिससे बढाकर कोई किताब नहीं अरे जिसका मिलता कोई जवाब नहीं उम्र भर चढ़ कर जो नहीं उतरे वो नशा है मगर शराब नहीं उसे प्यार ज़माना कहता है उसका दीवाना रहता है ये ऐसा है रंगीन नशा ये जितना चढ़े उतना ही मज़ा होठों पे गुलाब यही तो है आँखों में ख्वाब यही तो है गालों पे शबाब यही तो है घूंघट में हिजाब यही तो है होठों पे गुलाब आँखों में ख्वाब गालों पे शबाब घूंघट में हिजाब यही तो है ४ इसको पाया मीरा ने इसको ही गया कबीरा ने ओ हर रूह की आवाज़ है ये सबसे सुन्दर साझ है ये जिस से रोशन पड़ोसी का आँगन रहे वो दिया हर घर में जलाया जाए जिसमें इंसान आ ये चाव भी है और धुप भी है रूप भी है और अनूप भी है ये शबनम भी अंगार भी है ये मेघ भी है मल्हार भी है अरे इसमें दुनिया की जवानी है ये आग के भीतर पानी है ये रूह का एक सरोवर है कतरे में एक समंदर है शायर का हसीन तसव्वुर है संगीत का एक स्वयंवर है ये सबको सब कुछ देता है और बदले में बदले में बदले में बस दिल लेता है दिल लेता है दिल दिल दिल दिल दिल लेता है इसका जो करम आज हो जाए तो ये महफ़िल भी जन्नत सी हो जाए जिसमें इंसान

More Lyrics of Censor

Aaya Samay Ho Aaj Majhab Koi Hum Jo Rang Mein Aagaye Is Tarah Dekho Mere Dil Mein Tu Nazar Mein Tu Sun Meri Gal Yaaron Jo Kal Tak The Hum Tum