Hai Nazar Ka Ishara song lyrics

Movie Anita
Year 1967
Music By Laxmikant Kudalkar and Pyarelal
Singer Lata Mangeshkar and Usha Mangeshkar
Lricist Raja Mehdi Ali Khan
Duration 5:02

Not Rated Yet

Hai Nazar Ka Ishaara Sambhal Jaiye - 2 Jaiye Dil Ki Baaton Mein Na Aaiye Hai Nazar Ka Ishaara Sambhal Jaiye - 2 Varna Wahi Baat Ho Jayegi Gham Se Mulaqat Ho Jayegi Varna Wahi Baat Ho Jayegi Din Hai Magar Raat Ho Jayegi Meri Zulfe Khuda Na Bikhraiye Hai Nazar Ka Ishaara Sambhal Jaiye Hai Nazar Ka Ishaara Sambhal Jaiye Iqraar Inkaar Ho Jayega Jeena Bhi Duswar Ho Jayega Hum Aap Mein Pyar Ho Jayega Aap Mehfil Se Uthke Chal Jaiye Hai Nazar Ka Ishaara Sambhal Jaiye - 2 Sholon Ko Yun Na Hawa Deejiye Is Aag Ko Bas Bujha Deejiye Main Yaad Aaoon Bhoola Deejiye Meri Aankhon Se Na Aankhein Takraiye Hai Nazar Ka Ishaara Sambhal Jaiye

Hai Nazar Ka Ishara lyrics in hindi

है नज़र का इशारा संभल जाइये २ जाइये दिल की बातों में न आइये है नज़र का इशारा संभल जाइये २ वर्ना वही बात हो जायेगी ग़म से मुलाक़ात हो जायेगी वर्ना वही बात हो जायेगी दिन है मगर रात हो जायेगी मेरी ज़ुल्फ़े खुद न बिखरैये है नज़र का इशारा संभल जाइये है नज़र का इशारा संभल जाइये इक़रार इंकार हो जायेगा जीना भी दुस्वार हो जायेगा हम आप में प्यार हो जायेगा आप महफ़िल से उठके चल जाइये है नज़र का इशारा संभल जाइये २ शोलों को यूँ न हवा दीजिये इस आग को बस बुझा दीजिये मैं याद आऊं भूला दीजिये मेरी आँखों से न आँखें टकराइए है नज़र का इशारा संभल

More Lyrics of Anita

Gore Gore Chaand Se Hai Nazar Ka Ishara Kaise Karoon Main Kareeb Aa Yeh Nazar Main Dekho Jis Ore Sakhi Ri Tum Bin Jeevan Kaise Beeta