Garibon Ka Paseena Bah Raha Hai song lyrics

Movie Naya Aadmi
Year 1956
Music By Madan Mohan
Singer Mohammed Rafi
Lricist Rajinder Krishan
Duration N/A

Not Rated Yet

Garibon Ka Pasina Bah Raha Hai - (2) Ye Paanee Bahate Bahate Kah Raha Hai - (2) Kabhi Woh Din Bhi Aayega Ye Paanee Rang Laayega - (2) Garibon Ka Pasina Ye Boondein Dekh Lena Ik Din Toofan Laayengee Zameen To Hai Zameen Ye Aasmaan Ko Bhi Hilaayengee Garibon Ke Gharo Tak Chal Ke Khud Bhagwaan Aayega Ye Paanee Rang Laayega Sitam Ka Hadh Se Badh Jana Tabahi Ki Nishaanee Hai Badalte Hain Sabhi Ke Din Puraani Ye Kahaani Hai Zamanaik Din Girte Huon Ko Uthaayega Ye Paanee Rang Laayega Agar Jal Kar Kisi Majboor Ne Fariyad Kar Daalee To Kudarat Ke Kajane Dekhna Ho Jayenge Khaalee Zameen Phat Jaayegi Suraj Ka Gola Toot Jaayega Kabhi Woh Din Bhi Aayega

Garibon Ka Paseena Bah Raha Hai lyrics in hindi

गरीबों का पसीना बह रहा है २ ये पानी बहते बहते कह रहा है २ कभी वो दिन भी आएगा ये पानी रंग लाएगा २ गरीबों का पसीना ये बूँदें देख लेना इक दिन तूफ़ान लाएंगी ज़मीन तो है ज़मीन ये आसमान को भी हिलायेगी गरीबों के घरो तक चल के खुद भगवान् आएगा ये पानी रंग लाएगा सितम का हद से बढ़ जाना तबाही की निशानी है बदलते हैं सभी के दिन पुरानी ये कहानी है ज़मानिक दिन गिरते हुओं को उठाएगा ये पानी रंग लाएगा अगर जल कर किसी मजबूर ने फरियाद कर डाली तो कुदरत के काजाने देखना हो जायेंगे खाली ज़मीन फट जायेगी सूरज का गोला टूट जाएगा कभी वो दिन भी

More Lyrics of Naya Aadmi

Ajab Hai Yeh Duniya Ajab Zindagi Athhani Jahan Amma Rupaiya Dil-e-Betaab Thehar Duniya Ke Har Kamaal Mein Garibon Ka Paseena Bah Raha Hai Jo Bhi Chaahe Maang Le Laut Gaya Gham Ka Zamana Main Toh Jamuna Ke Tat Gayi O Ban Ke Panchhi Pyare Pyare Paanch Minute Aur Suno Ji Yeh Zamana Hai Bura