Gareeb Jaan Ky Humko Na Tum song lyrics

Movie Chhoo Mantar
Year 1956
Music By O P Nayyar
Singer Mohammed Rafi
Lricist Jan Nisar Akhtar
Duration N/A

Not Rated Yet

Ghareeb Jaan Ke Ghareeb Jaan Ke Hum Ko Na Tum Mita Dena Tum Hi Ne Dard Diya Tum Hi Ne Dard Diya Hai Tum Hi Dawaa Denaa Ghareeb Jaan Ke Lagi Hai Chot Kaleje Pe Umra Bhar Ke Liye - 2 Tadap Rahe Hain Mohabbat Mein Ek Nazar Ke Liye Nazar Milaake Nazar Milaake Mohabbat Se Muskura Dena Tum Hi Ne Dard Diya Hai Tum Hi Dawaa Denaa Ghareeb Jaan Ke Jahan Mein Aur Hamara Kahan Thikaana Hai - 2 Tumhare Darr Se Kahan Uthke Hamko Jaana Hai Jo Ho Sake To Jo Ho Sake To Muqaddar Mera Jagaa Denaa Tum Hi Ne Dard Diya Hai Tum Hi Dawaa Denaa Ghareeb Jaan Ke Mila Qaraar Na Dil Ko Kisi Bahaane Se - 2 Tumhari Aas Lagaaye Hain Ek Zamaane Se Kabhi To Apni Kabhi To Apni Mohabbat Ka Aasraa Denaa Tum Hi Ne Dard Diya Hai Tum Hi Dawaa Denaa Ghareeb Jaan Ke Nazar Tumhari Mere Dil Ki Baat Kahti Hai - 2 Tumhari Yaad To Din Raat Saath Rahti Hai Tumhari Yaad Ko Tumhari Yaad Ko Mushqil Hai Ab Bhoola Dena Tum Hi Ne Dard Diya Hai Tum Hi Dawaa Denaa Tum Hi Ne Dard Diya Milega Kya Jo Ye Duniya Hamein Sataayegi - 2 Tumhare Bin To Hamein Maut Bhi Na Aayegi Kisi Ke Pyar Ko Kisi Ke Pyar Ko Aasaan Nahin Mita Dena Tum Hi Ne Dard Diya Hai Tum Hi Dawaa Denaa Ghareeb Jaan Ke

Gareeb Jaan Ky Humko Na Tum lyrics in hindi

ग़रीब जान के ग़रीब जान के हम को न तुम मिटा देना तुम ही ने दर्द दिया तुम ही ने दर्द दिया है तुम ही दवा देना ग़रीब जान के लगी है चोट कलेजे पे उम्र भर के लिए २ तड़प रहे हैं मोहब्बत में एक नज़र के लिए नज़र मिलाके नज़र मिलाके मोहब्बत से मुस्कुरा देना तुम ही ने दर्द दिया है तुम ही दवा देना ग़रीब जान के जहाँ में और हमारा कहाँ ठिकाना है २ तुम्हारे डर से कहाँ उठके हमको जाना है जो हो सके तो जो हो सके तो मुक़द्दर मेरा जगा देना तुम ही ने दर्द दिया है तुम ही दवा देना ग़रीब जान के मिला क़रार न दिल को किसी बहाने से २ तुम्हारी आस लगाए हैं एक ज़माने से कभी तो अपनी कभी तो अपनी मोहब्बत का आसरा देना तुम ही ने दर्द दिया है तुम ही दवा देना ग़रीब जान के नज़र तुम्हारी मेरे दिल की बात कहती है २ तुम्हारी याद तो दिन रात साथ रहती है तुम्हारी याद को तुम्हारी याद को मुश्किल है अब भूला देना तुम ही ने दर्द दिया है तुम ही दवा देना तुम ही ने दर्द दिया मिलेगा क्या जो ये दुनिया हमें सताएगी २ तुम्हारे बिन तो हमें मौत भी न आएगी किसी के प्यार को किसी के प्यार को आसान नहीं मिटा देना तुम ही ने दर्द दिया है तुम ही दवा देना ग़रीब जान

More Lyrics of Chhoo Mantar

Aaja Re Aaja Aankh Mein Surat Teri Gareeb Jaan Ky Humko Na Tum Gham Nahin Kar Muskura Gori Gori Raat Hai Taron Ki Hum Ne Jab Dil Tha Diya Koi Huzoor Aapne Jab Badal Lahraya Main Hoon Banke Nainawali Main Toh Banke Nainon Wali Raat Nashili Tumhi Ne Dard Diya Hai Gareeb Janke Hamko