Ek Sawal Main Karoon song lyrics

Movie Sasural
Year 1961
Music By Hasan Latif Lilak, Shankar-Jaikishan
Singer Lata Mangeshkar and Mohammad Rafi
Lricist Hasrat Jaipuri, Shailendra and Munir Niazi
Duration 3:32

Not Rated Yet

[Ek Sawaal Main Karun, Ek Sawaal Tum Karo - [2] Har Sawaal Ka Sawaal Hi Jawaab Ho] - [2] Ek Sawaal Main Karun, Ek Sawaal Tum Karo Pyar Ki Bela Saath Sajan Ka, Phir Kyon Dil Ghabaraaye Naihar Se Ghar Jaati Dulhan, Kyon Naina Chhalkaaye Hai Maalum Ki Jaana Hoga, Duniya Ek Saraay Phir Kyon Jaate Waqt Musafir Roye Aur Rulaaye - [2] Ek Sawaal Main Karun, Ek Sawaal Tum Karo [Sargam] Chand Ke Maathe Daag Hai, Phir Bhi Chand Ko Laaj Na Aaye Uska Ghatata Badhata Chehra Kyon Sundar Kahlaaye Kajal Se Nainon Ki Shobha Kyon Duguni Ho Jaaye Gore Gore Gaal Pe Kaala Til Kyon Mann Ko Bhaaye - [2] Ek Sawaal Main Karun, Ek Sawaal Tum Karo Ujiyaare Mein Jo Parachhaayi Peeche Peeche Aaye Wahi Andhera Hone Par Kyon Saath Chhod Chhup Jaaye Sukh Mein Kyon Ghere Rahte Hain Apne Aur Paraaye Buri Ghadi Mein Kyon Har Koyi Dekh Ke Bhi Kataraaye -[2] Ek Sawaal Main Karun, Ek Sawaal Tum Karo - [2] Har Sawaal Ka Sawaal Hi Jawaab Ho Ek Sawaal Main Karun, Ek Sawaal Tum Karo - [2]

Ek Sawal Main Karoon lyrics in hindi

एक सवाल मैं करूँ एक सवाल तुम करो २ हर सवाल का सवाल ही जवाब हो २ एक सवाल मैं करूँ एक सवाल तुम करो प्यार की बेला साथ सजन का फिर क्यों दिल घबराये नैहर से घर जाती दुल्हन क्यों नैना छलकाये है मालुम की जाना होगा दुनिया एक सराय फिर क्यों जाते वक़्त मुसाफिर रोये और रुलाये २ एक सवाल मैं करूँ एक सवाल तुम करो सरगम चाँद के माथे दाग है फिर भी चाँद को लाज न आये उसका घटता बढता चेहरा क्यों सुन्दर कहलाये काजल से नैनों की शोभा क्यों दुगुनी हो जाए गोर गोर गाल पे काला तिल क्यों मन को भाये २ एक सवाल मैं करूँ एक सवाल तुम करो उजियारे में जो परछाई पीछे पीछे आये वही अँधेरा होने पर क्यों साथ छोड़ छुप जाए सुख में क्यों घेरे रहते हैं अपने और पराये बुरी घडी में क्यों हर कोई देख के भी कतराए २ एक सवाल मैं करूँ एक सवाल तुम करो २ हर सवाल का सवाल ही जवाब हो एक सवाल मैं करूँ एक सवाल तुम करो

More Lyrics of Sasural

Apni Ulfat Pe Zamane Ka Ek Sawal Main Karoon Ja Apni Hasraton Jana Tumhare Pyar Mein Kya Mil Gaya Hay Kya Kho Gaya Sata Le Ae Jahan Sun Le Meri Payal Ke Geet Teri Pyari Pyari Soorat Ko Yeh Albela Taur Na Dekha