Aadmi Musafir Hai song lyrics

Movie Apnapan
Year 1977
Music By Laxmikant Kudalkar and Pyarelal
Singer Lata Mangeshkar and Mohammad Rafi
Lricist Anand Bakshi
Duration 6:08

Not Rated Yet

Adami Musafir Hai, Aata Hai, Jaata Hai Aate Jaate Raste Mein Yaadein Chhod Jaata Hai Jhonka Hawa Ka Pani Ka Rela Mele Mein Rah Jaaye Jo Akela Phir Woh Akela Hi Rah Jaata Hai Kab Chhodata Hai Ye Rog Ji Ko Dil Bhool Jaata Hain Jab Kisi Ko Woh Bhulakar Bhi Yad Aata Hai Kya Saath Laaye Kya Tod Aaye Raste Mein Hum Kya Kya Chhod Aaye Manzil Pe Ja Ke Yad Aata Hai Jab Dolati Hai, Jeevan Ki Naiyya Koyi To Ban Jaata Hain Khiwayya Koyi Kinare Pe Hi Doob Jaata Hai

Aadmi Musafir Hai lyrics in hindi

आदमी मुसाफिर है आता है जाता है आते जाते रस्ते में यादें छोड़ जाता है झोंका हवा का पानी का रेल मेले में रह जाए जो अकेला फिर वो अकेला ही रह जाता है कब छोड़ता है ये रोग जी को दिल भूल जाता हैं जब किसी को वो भुलाकर भी यद् आता है क्या साथ लाये क्या तोड़ आये रस्ते में हम क्या क्या छोड़ आये मंज़िल पे जा के यद् आता है जब डोलती है जीवन की नैय्या कोई तो बन जाता हैं खिवय्या कोई किनारे पे ही डूब जाता

More Lyrics of Apnapan

Aadmi Musafir Hai Aadmi Musafir Hai Happy Aadmi Musafir Hai Sad Dil Pe Zara Hath Rakh Lo Ek Din Mein Sau Baar Is Duniya Mein Somwar Ko Hum Mile