Yaara Ve song lyrics
| Movie | Naksha |
| Year | 2006 |
| Music By | DJ Kiran, Zero Db, DJ A. Myth, Eric Pillai, Pritam , Pratim |
| Singer | Abhishek Nailwal |
| Lricist | Mayur Puri, Labh Janjua and Sameer |
| Duration | 4:34 |
[Musafir Hoon To Hain Dil Ke Deewane Yaar Manzil Ke - [2] Mohabbat Ki Panaaho Mein Chale Hain Dhundhane Milke Ho Yaara Ve [Hamko Apni Chaahat Ka Mil Jaaye Kahin Naksha Armaanon Ki Jannat Ka Mil Jaaye Kahin Naksha] - [2] [Suhaane Raste Bhi Hain Suhaanee Waadee Bhi Khayaalo Mein Gum Hain Koyi Shehjaadee Bhee] - [2] Samaa Rangeen Hain Safar?? Josh Hain Na Tumko Hosh Hain, Na Mujhko Hosh Hain Ho Yaara Ve [Hamko Apni Chaahat Ka Mil Jaaye Kahin Naksha Armaanon Ki Jannat Ka Mil Jaaye Kahin Naksha] - [2] Jahan Manzil Hamaaree Hain Wahan Tak Jaana Hain Iraada Kar Liya Jo Bhi Hamein Woh Paana Hain Gulo Ko Thaam Ke Kali Ko Choom Ke Hawa Ke Saath Mein Chalenge Jhoom Ke Ho Yaara Ve [Hamko Apni Chaahat Ka Mil Jaaye Kahin Naksha Armaanon Ki Jannat Ka Mil Jaaye Kahin Naksha] - [2]
Yaara Ve lyrics in hindi
मुसाफिर हूँ तो हैं दिल के दीवाने यार मंज़िल के २ मोहब्बत की पनाहो में चले हैं ढूंढने मिलके हो यारा वे हमको अपनी चाहत का मिल जाए कहीं नक्शा अरमानों की जन्नत का मिल जाए कहीं नक्शा २ सुहाने रस्ते भी हैं सुहानी वादी भी खयालो में गम हैं कोई शहजादी भी २ समा रंगीन हैं सफ़र जोश हैं न तुमको होश हैं न मुझको होश हैं हो यारा वे हमको अपनी चाहत का मिल जाए कहीं नक्शा अरमानों की जन्नत का मिल जाए कहीं नक्शा २ जहाँ मंज़िल हमारी हैं वहाँ तक जाना हैं इरादा कर लिया जो भी हमें वो पाना हैं गुलो को थाम के कली को चूम के हवा के साथ में चलेंगे झूम के हो यारा वे हमको अपनी चाहत का मिल जाए कहीं नक्शा अरमानों की जन्नत का मिल जाए कहीं नक्शा