Sunate Hain Sitare Raat Bhar song lyrics

Movie My Love
Year 1970
Music By Daan Singh
Singer Asha Bhosle
Lricist Anand Bakshi
Duration 3:24

Not Rated Yet

Sunate Hai Sitaare Raat Bhar - 2 Sab Ko Ye Afsana Kahin Pe Ik Samaa Thi Kahin Tha Ik Parwana Sunate Hai Sitaare Raat Bhar Samaa Ke Paas Jo Dil Tha Bhari Thi Aag Us Dil Mein Jahan Jaao Jidhar Jaao Yahi Charche The Mehfil Me - 2 Lipat Jayega Sholon Se Ye Parwana Hey Deewana Sunate Hai Sitaare Raat Bhar Zamaane Ne Mohabbat Ko Magar Majboor Kar Zamaane Ne Mohabbat Ko Magar Majboor Kar Zudai Ne Unhein Ik Doosre Se Door Kar Daalahaye Bahut Royi Samaa Roya Bahut Is Gham Mein Parwana Sunate Hai Sitaare Raat Bhar Lyrics Typed By : Rekha Panghal

Sunate Hain Sitare Raat Bhar lyrics in hindi

सुनते है सितारे रात भर २ सब को ये अफसाना कहीं पे इक समा थी कहीं था इक परवाना सुनते है सितारे रात भर समा के पास जो दिल था भरी थी आग उस दिल में जहाँ जाओ जिधर जाओ यही चर्चे थे महफ़िल में लिपट जायेगा शोलों से ये परवाना हे दीवाना सुनते है सितारे रात भर ज़माने ने मोहब्बत को मगर मजबूर कर ज़माने ने मोहब्बत को मगर मजबूर कर जुदाई ने उन्हें इक दुसरे से दूर कर डालहाए बहुत रोई समा रोया बहुत इस ग़म में परवाना सुनते है सितारे रात भर

More Lyrics of My Love

Bheegi Bheegi Raat Mein Guzar Gaye Jo Haseen Zamane My Love Panzi Wongo Sunate Hain Sitare Raat Bhar Woh Tere Pyar Ka Gham Zikra Hota Hai Jab Qayamat Ka