Sharma Ke Agar Kyun Pardanashi song lyrics

Movie Chaudhvin Ka Chand
Year 1960
Music By Ravi
Singer Asha Bhosle and Shamshad Begum
Lricist Shakeel Badayuni
Duration 6:00

Not Rated Yet

Sharma Ke Ye Kyon Sab Pardaanasheen Aanchal Ko Sanvaara Karta Hain Kuch Aise Nazar Vaale Bhi Hain Jo Chhup-Chhup Ke Nazaara Karte Hain Betaab Nigaahon Se Kah Do Jalwon Se Ulajhnaa Theek Nahin Aana Sambhal Ke Pardanasheenon Ke Saamne Jhukti Hai Zindagi Bhi Haseenon Ke Saamne Mehfil Mein Husn Ki Jo Gaya Shaan Se Gaya Jis Ne Nazar Milaayi Wahi Jaan Se Gaya Ye Naaz-O-Adaa Ke Matwaala Bemaut Bhi Maara Karte Hain . Koyi Na Haseenon Ko Poochhe Duniya Mein Na Ho Agar Dilwaale Nazaren Jo Na Hoti To Nazaara Bhi Na Hota Duniya Mein Haseenon Ka Guzaara Bhi Na Hota Nazaron Ne Sikhaayi Inhen Shoki Bhi Haya Bhi Nazaron Ne Banaaya Hai Inhen Khud Bhi Khuda Bhi Ye Husn Ki Izzat Rakhane Ko Har Zulm Gavaara Karte Hain . Chheden Na Mohabbat Ke Maare In Chand Si Soorat Waalon Ko Arz Kar Do Ye Nuqtaacheenon Se Ki Rahen Door Naazaneenon Se Agar Ye Khush Hon To Ulfat Ka Ahataraam Karein Zara Bhi Khafa Hon To Qatl-E-Aam Karein Ye Shauk Nazar Ke Khanjar Bhi Seene Mein Utaara Karte Hain

Sharma Ke Agar Kyun Pardanashi lyrics in hindi

शर्मा के ये क्यों सब पर्दानशीं आँचल को संवारा करता हैं कुछ ऐसे नज़र वाले भी हैं जो छुप छुप के नज़ारा करते हैं बेताब निगाहों से कह दो जलवों से उलझना ठीक नहीं आना संभल के पर्दानशीनों के सामने झुकती है ज़िन्दगी भी हसीनों के सामने महफ़िल में हुस्न की जो गया शान से गया जिस ने नज़र मिलायी वही जान से गया ये नाज़ ओ अदा के मतवाला बेमौत भी मारा करते हैं कोई न हसीनों को पूछे दुनिया में न हो अगर दिलवाले नज़रें जो न होती तो नज़ारा भी न होता दुनिया में हसीनों का गुज़ारा भी न होता नज़रों ने सिखायी इन्हें शोकी भी हया भी नज़रों ने बनाया है इन्हें खुद भी खुद भी ये हुस्न की इज़ज़त रखने को हर ज़ुल्म गवारा करते हैं छेड़ें न मोहब्बत के मारे इन चाँद सी सूरत वालों को अर्ज़ कर दो ये नुक़ताचीनों से की रहें दूर नाज़नीनों से अगर ये खुश हों तो उल्फत का अहतराम करें ज़रा भी खफा हों तो क़त्ल ए आम करें ये शौक नज़र के खंजर भी सीने में उतार करते हैं

More Lyrics of Chaudhvin Ka Chand

Badle Badle Mere Sarkar Balam Se Milan Hoga Bedardi Mera Saiyan Chaudhvin Ka Chand Ho Dil Ki Kahani Rang Layee Re Mera Yaar Bana Hain Dulha Mili Khak Mein Mohabbat Sharma Ke Agar Kyun Pardanashi Yeh Duniya Gol Hai Yeh Lucknow Ki Sar Zameen