Raaton Ke Saye song lyrics

Movie Annadata
Year 1972
Music By Salil Chowdhury
Singer Lata Mangeshkar
Lricist Yogesh
Duration 5:53

Not Rated Yet

[Rato Ke Saaye Ghane Jab Bojh Dil Par Bane Na To Jale Bati Na Ho Koyi Saathi -2 Phir Bhi Na Dar Agar Bujhe Diye Sahar To Hai Tere Liye] - [2] [Jab Bhi Mujhe Kabhi Koyi Jo Gham Ghere Lagta Hai Honge Nahin Sapne Yahan Pure Mere] - [2] Kahta Hai Dil Mujhko Maana Hain Gham Tujhko Phir Bhi Na Dar Agar Bujhe Diye, Sahar To Hai Tere Liye [Jab Na Chaman Khile Mera Bahaaron Mein Jab Dubane Main Lagu Rato Ki Majadharo Me] - [2] Mayus Mann Dole Par Ye Gagan Bole Phir Bhi Na Dar Agar Bujhe Diye, Sahar To Hai Tere Liye [Jab Zindagi Kisi Tarah Bahalati Nahin Khamoshiyo Se Bhari Jab Raat Dhalati Nahee] - [2] Tab Muskurau Main Ye Geet Gaaun Main Phir Bhi Na Dar Agar Bujhe Diye, Sahar To Hai Tere Liye Rato Ke Saaye Ghane Jab Bojh Dil Par Bane Na To Jale Bati Na Ho Koyi Saathi - [2] Phir Bhi Na Dar Agar Bujhe Diye, Sahar To Hai Tere Liye

Raaton Ke Saye lyrics in hindi

रातो के साये घने जब बोझ दिल पर बने न तो जले बाटी न हो कोई साथी २ फिर भी न दर अगर बुझे दिए सहर तो है तेरे लिए २ जब भी मुझे कभी कोई जो ग़म घेरे लगता है होंगे नहीं सपने यहाँ पुरे मेरे २ कहता है दिल मुझको माना हैं ग़म तुझको फिर भी न दर अगर बुझे दिए सहर तो है तेरे लिए जब न चमन खिले मेरा बहारों में जब डूबने मैं लागु रातो की मजाधरो में २ मायूस मन डोले पर ये गगन बोले फिर भी न दर अगर बुझे दिए सहर तो है तेरे लिए जब ज़िन्दगी किसी तरह बहलाती नहीं खामोशियो से भरी जब रात ढलती नहीं २ तब मुस्कुराऊ मैं ये गीत गाउन मैं फिर भी न दर अगर बुझे दिए सहर तो है तेरे लिए रातो के साये घने जब बोझ दिल पर बने न तो जले बाटी न हो कोई साथी २ फिर भी न दर अगर बुझे दिए सहर तो है तेरे

More Lyrics of Annadata

Champavati Aaja Guzar Jaye Din Nayan Hamare Sanjh Sakare Nis Din Nis Din Raaton Ke Saye Yahan Ab Kya Rehna