Nazar Utha Ke Yeh Rangeen Sama song lyrics

Movie Ek Saal Pehle
Year 1965
Music By C Arjun
Singer Asha Bhosle and Talat Mahmood
Lricist Indeewar and Jan Nisar Akhtar
Duration 3:33

Not Rated Yet

Nazar Utthhaa Ke Ye Rangeen Samaa Rahe Na Rahe Kareeb Aa Ke Ye Mausam Jawaan Rahe Na Rahe Zamaana Aaj Hai Kal Meharbaan Rahe Na Rahe Nazar Utthhaa Ke Ye Rangeen Samaa Rahe Na Rahe Kareeb Aao To Kambakht Dil Dhadaktaa Hai Kareeb Aao Kareeb Aao To Kambakht Dil Dhadaktaa Hai Kadam Kadam Pe Koyi Jaise Mujh Ko Taktaa Hai Ye Raaz Tere Mere Darmiyaan Rahe Na Rahe Zamaana Aaj Hai Kal Meharbaan Rahe Na Rahe Nazar Utthhaa Ke Ye Rangeen Samaa Rahe Na Rahe Aa Aa Aa - 2 Aa Aa Dilon Mein Rang Nigaahon Mein Roshni Bhar Lein Dilon Mein Rang Nigaahon Mein Roshni Bhar Lein Zara Si Der To Baahon Mein Zindagi Bhar Lein - 2 Kisse Khabar Hai Ke Hum Kal Yahan Rahe Na Rahe Zamaana Aaj Hai Kal Meharbaan Rahe Na Rahe Kareeb Aa Ke Ye Mausam Jawaan Rahe Na Rahe Khile Hain Phool Dilon Ke Khuli Hawaaon Mein Khile Hain Phool Khile Hain Phool Dilon Ke Khuli Hawaaaon Mein Basee Rahegi Ye Khushboo Sada Fizaaoon Mein Zameen Rahe Na Rahe Aasmaan Rahe Na Rahe Zamaana Aaj Hai Kal Meharbaan Rahe Na Rahe

Nazar Utha Ke Yeh Rangeen Sama lyrics in hindi

नज़र उट्ठा के ये रंगीन समा रहे न रहे करीब आ के ये मौसम जवान रहे न रहे ज़माना आज है कल मेहरबान रहे न रहे नज़र उट्ठा के ये रंगीन समा रहे न रहे करीब आओ तो कम्बख्त दिल धड़कता है करीब आओ करीब आओ तो कम्बख्त दिल धड़कता है कदम कदम पे कोई जैसे मुझ को तख्ता है ये राज़ तेरे मेरे दरमियान रहे न रहे ज़माना आज है कल मेहरबान रहे न रहे नज़र उट्ठा के ये रंगीन समा रहे न रहे आ आ आ २ आ आ दिलों में रंग निगाहों में रौशनी भर लें दिलों में रंग निगाहों में रौशनी भर लें ज़रा सी देर तो बाहों में ज़िन्दगी भर लें २ किस्से खबर है के हम कल यहाँ रहे न रहे ज़माना आज है कल मेहरबान रहे न रहे करीब आ के ये मौसम जवान रहे न रहे खिले हैं फूल दिलों के खुली हवाओं में खिले हैं फूल खिले हैं फूल दिलों के खुली हवाऒं में बसी रहेगी ये खुश्बू सदा फ़िज़ाओं में ज़मीन रहे न रहे आसमान रहे न रहे ज़माना आज है कल मेहरबान रहे न

More Lyrics of Ek Saal Pehle

Dhadkan Jab Ho Seene Mein Hume Koyi Dekhat Kahe Naiya Ho Nazar Utha Ke Yeh Rangeen Sama Tum Agar Aa Sako To Aa Jao Zindagi Doob Gayi Dard Ke