Nazar Mila Ke Nazar Churana Naya song lyrics

Movie Anuraag
Year 1956
Music By Mukesh
Singer Lata Mangeshkar
Lricist Kaif Irfani
Duration N/A

Not Rated Yet

Nazar Mila Ke Nazar Churaana Naya Tarika Ye Pyar Ka Hai Aji Na Aise Mein Ruth Jana Ke Aaj Mausam Bahar Ka Hai Nazar Mila Ke Nazar Churaana Naya Tarika Ye Pyar Ka Hai Ye Do Hi Din Mein Badal Sa Jana Kaha Se Sikha Yun Dil Lagana Ye Do Hi Din Mein Badal Sa Jana Kaha Se Sikha Yun Dil Lagana Hamein Bhi Aata Hai Ruth Jana Sawaal Lekin Qaraar Ka Hai Aji Na Aise Mein Ruth Jana Ke Aaj Mausam Bahar Ka Hai Tumhein Nahin Par Hamein Khabar Hai Wafa Mein Apni Bada Asar Hai Tumhein Nahin Par Hamein Khabar Hai Wafa Mein Apni Bada Asar Hai Jo Kheench Laayi Hai Paas Tumko Asar Ye Dil Ki Pukar Ka Hai Aji Na Aise Mein Ruth Jana Ke Aaj Mausam Bahar Ka Hai Chalo Ji Itna Hamein Bataao Kasam Hamari Jo Tum Chupao Chalo Ji Itna Hamein Bataao Kasam Hamari Jo Tum Chupao Ye Yad Kis Ki Sataa Rahe Hai Khayal Kis Bekarar Ka Hai Aji Na Aise Mein Ruth Jana Ke Aaj Mausam Bahar Ka Hai

Nazar Mila Ke Nazar Churana Naya lyrics in hindi

नज़र मिला के नज़र चुराना नया तरीका ये प्यार का है अजी न ऐसे में रूठ जाना के आज मौसम बहार का है नज़र मिला के नज़र चुराना नया तरीका ये प्यार का है ये दो ही दिन में बदल सा जाना कहा से सिखा यूँ दिल लगाना ये दो ही दिन में बदल सा जाना कहा से सिखा यूँ दिल लगाना हमें भी आता है रूठ जाना सवाल लेकिन क़रार का है अजी न ऐसे में रूठ जाना के आज मौसम बहार का है तुम्हें नहीं पर हमें खबर है वफ़ा में अपनी बड़ा असर है तुम्हें नहीं पर हमें खबर है वफ़ा में अपनी बड़ा असर है जो खींच लायी है पास तुमको असर ये दिल की पुकार का है अजी न ऐसे में रूठ जाना के आज मौसम बहार का है चलो जी इतना हमें बताओ कसम हमारी जो तुम छुपाओ चलो जी इतना हमें बताओ कसम हमारी जो तुम छुपाओ ये यद् किस की सता रहे है ख्याल किस बेक़रार का है अजी न ऐसे में रूठ जाना के आज मौसम बहार का

More Lyrics of Anuraag

Aaj Hum Tumhein Sunanewale Hain Ho Saka Do Dilon Ka Na Mel Re Jisne Pyar Kiya Uska Dushman Zamana Koyi Dil Mein Hai Koyi Nazar Mein Man Chal Man Chanchal Ho Jayega Nazar Mila Ke Nazar Churana Naya Palbhar Hi Ki Pehchan Tere Bina Soona Laage Is Duniya Ka Yeh Kaisi Uljhane Hain