Naaz Tha Jis Par Mujhe - Male song lyrics
Movie | Fareb |
Year | 1968 |
Music By | Usha Khanna |
Singer | Mukesh |
Lricist | Asad Bhopali |
Duration | N/A |
Naz Tha Jis Pe Mere Seene Mein Woh Dil Hi Nahin - 2 Sagaye Sheesha Kisi Tasveer Ke Kaabil Hi Nahin Main Kaha Jaaun Ke Meri Koyi Manzil Hi Nahin Naz Tha Jis Pe Mere Seene Mein Woh Dil Hi Nahin Pher Li Mujhse Nazar Apno Ne Begano Ne - 2 Mera Ghar Luta Mere Ghar Ke Hi Mehmano Ne - 2 Jo Mujhe Pyar Karein Aisa Koyi Dil Hi Nahin Main Kaha Jaaun Ke Meri Koyi Manzil Hi Nahin Naz Tha Jis Pe Mere Seene Mein Woh Dil Hi Nahin Dil Bahal Jaaye Khayalat Ka Rukh Mod Sakoon - 2 Main Jahanbaith Ke Har Ahme Wafa Tod Sakoon - 2 Meri Taqdeer Mein Aisi Koyi Mehfil Hi Nahin Main Kaha Jaaun Ke Meri Koyi Manzil Hi Nahin Naz Tha Jis Pe Mere Seene Mein Woh Dil Hi Nahin Do Jahanshauk Mein Hai Aaj Fiza Bhi Chup Hai - 2 Kis Se Fariyad Karoon Ab To Khuda Hi Chup Hai - 2 Ye Woh Afsaan Hai Jo Sunne Ke Kaabil Hi Nahin Main Kaha Jaaun Ke Meri Koyi Manzil Hi Nahin Naz Tha Jis Pe Mere Seene Mein Woh Dil Hi Nahin Sagaye Sheesha Kisi Tasveer Ke Kaabil Hi Nahin Main Kaha Jaaun Ke Meri Koyi Manzil Hi Nahin Naz Tha Jis Pe Mere Seene Mein Woh Dil Hi Nahin
Naaz Tha Jis Par Mujhe - Male lyrics in hindi
नाज़ था जिस पे मेरे सीने में वो दिल ही नहीं २ सजाये शीशा किसी तस्वीर के काबिल ही नहीं मैं कहा जाऊं के मेरी कोई मंज़िल ही नहीं नाज़ था जिस पे मेरे सीने में वो दिल ही नहीं फेर ली मुझसे नज़र अपनों ने बेगानो ने २ मेरा घर लुटा मेरे घर के ही मेहमानो ने २ जो मुझे प्यार करें ऐसा कोई दिल ही नहीं मैं कहा जाऊं के मेरी कोई मंज़िल ही नहीं नाज़ था जिस पे मेरे सीने में वो दिल ही नहीं दिल बहाल जाए ख़यालात का रुख मोड़ सकूं २ मैं जहांबैथ के हर अहम वफ़ा तोड़ सकूं २ मेरी तक़दीर में ऐसी कोई महफ़िल ही नहीं मैं कहा जाऊं के मेरी कोई मंज़िल ही नहीं नाज़ था जिस पे मेरे सीने में वो दिल ही नहीं दो जहांशुक में है आज फ़िज़ा भी चुप है २ किस से फरियाद करून अब तो खुद ही चुप है २ ये वो अफ़सान है जो सुनने के काबिल ही नहीं मैं कहा जाऊं के मेरी कोई मंज़िल ही नहीं नाज़ था जिस पे मेरे सीने में वो दिल ही नहीं सजाये शीशा किसी तस्वीर के काबिल ही नहीं मैं कहा जाऊं के मेरी कोई मंज़िल ही नहीं नाज़ था जिस पे मेरे सीने में वो दिल ही