Mohabbat Mein Nigahon Se song lyrics

Movie Amar Shakti
Year 1978
Music By Laxmikant Kudalkar and Pyarelal
Singer Mohammed Rafi
Lricist Not Available
Duration 4:50

Not Rated Yet

Mohabbat Ke Liye Waise To Tanhaai Zaroori Hai Tamaasha Dekhna Ho To Tamaashaayi Zaroori Hai Mohabbat Mein Nigaahon Se -2 Zubaan Ka Kaam Lete Hai Mohabbat Mein Nigaahon Se Zubaan Ka Kaam Lete Hai Kisi Ki Baat Karate Hai, Kisi Ka Naam Lete Hai Mohabbat Mein Nigaahon Se Zubaan Ka Kaam Lete Hai - [2] Sanam Ki Baat Karate Hai Khuda Ka Naam Lete Hai Mohabbat Mein Nigaahon Se Zubaan Ka Kaam Lete Hai Mohabbat Mein Nigaahon Se Agar Dar Ho Zamaane Ka, Sahaara Lo Bahaane Ka - [2] Bada Dilkash Tarika Hai Ye Haal-E-Dil Sunaane Ka Kabhi In Chand Taaron Se, Kabhi Phulon Bahaaron Se Kiya Karate Hai Dilwaale Kabhi Baatein Ishaaron Se Kabhi Baatein Ishaaron Se, Kabhi Baatein Ishaaron Se Yoon Hi Paigaam Dete Hai, Yoon Hi Paigaam Lete Hai Mohabbat Mein Nigaahon Se Zubaan Ka Kaam Lete Hai Mohabbat Mein Nigaahon Se Dilon Ke Darmiya Aksar Koyi Deewaar Hoti Hai - [2] Hamesha Pyar Ke Sar Par Tangi Talwaar Hoti Hai Shamma Ki Bajm Mein Udkar Pahunch Jaate Hai Parwaane Zamaane Bhar Ke Peharo Se [Nikal Jaate Hai Deewane -3] Bade Chaalaak Hote Hai -2 Ki Kab Iljaam Lete Hai Mohabbat Mein Nigaahon Se Zubaan Ka Kaam Lete Hai Kisi Ki Baat Karate Hai, Kisi Ka Naam Lete Hai Sanam Ki Baat Karate Hai Khuda Ka Naam Lete Hai Mohabbat Mein Nigaahon Se Zubaan Ka Kaam Lete Hai - [2]

Mohabbat Mein Nigahon Se lyrics in hindi

मोहब्बत के लिए वैसे तो तन्हाई ज़रूरी है तमाशा देखना हो तो तमाशाई ज़रूरी है मोहब्बत में निगाहों से २ जुबां का काम लेते है मोहब्बत में निगाहों से जुबां का काम लेते है किसी की बात करते है किसी का नाम लेते है मोहब्बत में निगाहों से जुबां का काम लेते है २ सनम की बात करते है खुद का नाम लेते है मोहब्बत में निगाहों से जुबां का काम लेते है मोहब्बत में निगाहों से अगर दर हो ज़माने का सहारा लो बहाने का २ बड़ा दिलकश तरीका है ये हाल ए दिल सुनाने का कभी इन चाँद तारों से कभी फूलों बहारों से किया करते है दिलवाले कभी बातें इशारों से कभी बातें इशारों से कभी बातें इशारों से यूं ही पैगाम देते है यूं ही पैगाम लेते है मोहब्बत में निगाहों से जुबां का काम लेते है मोहब्बत में निगाहों से दिलों के दरमिया अक्सर कोई दीवार होती है २ हमेशा प्यार के सर पर तंगी तलवार होती है शम्मा की बज्म में उड़कर पहुँच जाते है परवाने ज़माने भर के पहरो से निकल जाते है दीवाने ३ बड़े चालाक होते है २ की कब इल्जाम लेते है मोहब्बत में निगाहों से जुबां का काम लेते है किसी की बात करते है किसी का नाम लेते है सनम की बात करते है खुद का नाम लेते है मोहब्बत में निगाहों से जुबां का काम लेते है

More Lyrics of Amar Shakti

Amar Hai Shakti Mohabbat Mein Nigahon Se Sahebo Hum Aapko Thehro Thehro