Mere Paas Hai Aur Na Kuch Logon song lyrics

Movie Sambandh
Year 1969
Music By O P Nayyar
Singer Mahendra Kapoor
Lricist Kavi Pradeep
Duration N/A

Not Rated Yet

Mere Paas Hai Aur Na Kuch Logon Bas Aankh Mein Aansoo Laya Hoon Na Pita Ke Bina Apni Maata Ki Chita Jala Kar Aaya Hoon Jwala Se Ghiri Jab Meri Maa Bhagwan Ke Ghar Ko Jaati Thi Tab Tadap Tadap Aatma Uski Beta Beta Chillati Thi - 2 Kisi Se Ab Mera Rishta Na Koyi Naata Hai Ab To Shamshan Ki Mati Hi Meri Maata Hai Kisi Se Ab Mera Rishta Na Koyi Naata Hai Ab To Shamshan Ki Mati Hi Meri Maata Hai Sunne Walo Suno Kahani Meri Ho Gayi Khatm Zindgani Meri Dhul Marghat Ki Leke Haathon Mein Ab To Baitha Hoon Main Anatho Me Dhul Marghat Ki Leke Haathon Mein Ab To Baitha Hoon Main Anatho Me Haye Maata Ko Main Bachcha Na Saka Apne Bapu Se Main Mila Na Saka Haye Maata Ko Main Bachcha Na Saka Apne Bapu Se Main Mila Na Saka Uski Arthi Bhi Woh Utha Ka Sake - 2 Char Aansoo Bhi Woh Baha Na Sake Samay Ne Ye Kya Din Dikhaya Mujhe Kaisi Manzil Pe Waqt Laya Mujhe Ik Taraf Hai Mere Anjaan Pita Ik Taraf Jal Gayi Maata Ki Chita Ik Taraf Hai Mere Anjaan Pita Ik Taraf Jal Gayi Maata Ki Chita Achha Hota Jo Main Bhi Mar Jaata Is Dukhi Zindagi Se Tar Jaata Achha Hota Jo Main Bhi Mar Jaata Is Dukhi Zindagi Se Tar Jaata Meri Maa Chal Di Ore Main Zinda Hoon - 2 Main Isee Baat Pe Sharminda Hoon Aye Meri Maut Bulaa Le Mujhko Aaj Baahon Mein Uthale Mujhko Aye Meri Maut Bulaa Le Mujhko Aaj Baahon Mein Uthale Mujhko

Mere Paas Hai Aur Na Kuch Logon lyrics in hindi

मेरे पास है और न कुछ लोगों बस आँख में आँसू लाया हूँ न पिता के बिना अपनी माता की चिता जला कर आया हूँ ज्वाला से घिरी जब मेरी माँ भगवन के घर को जाती थी तब तड़प तड़प आत्मा उसकी बीटा बीटा चिल्लाती थी २ किसी से अब मेरा रिश्ता न कोई नाता है अब तो शमशान की मति ही मेरी माता है किसी से अब मेरा रिश्ता न कोई नाता है अब तो शमशान की मति ही मेरी माता है सुनने वालो सुनो कहानी मेरी हो गयी ख़त्म ज़िंदगानी मेरी धूल मरघट की लेके हाथों में अब तो बैठा हूँ मैं अनाथो में धूल मरघट की लेके हाथों में अब तो बैठा हूँ मैं अनाथो में हाय माता को मैं बच्चा न सका अपने बापू से मैं मिला न सका हाय माता को मैं बच्चा न सका अपने बापू से मैं मिला न सका उसकी अर्थी भी वो उठा का सके २ चार आँसू भी वो बहा न सके समय ने ये क्या दिन दिखाया मुझे कैसी मंज़िल पे वक़्त लाया मुझे इक तरफ है मेरे अनजान पिता इक तरफ जल गयी माता की चिता इक तरफ है मेरे अनजान पिता इक तरफ जल गयी माता की चिता अच्छा होता जो मैं भी मर जाता इस दुखी ज़िन्दगी से टार जाता अच्छा होता जो मैं भी मर जाता इस दुखी ज़िन्दगी से टार जाता मेरी माँ चल दी ओरे मैं ज़िंदा हूँ २ मैं इसी बात पे शर्मिंदा हूँ ए मेरी मौत बुला ले मुझको आज बाहों में उथले मुझको ए मेरी मौत बुला ले मुझको आज बाहों में उथले

More Lyrics of Sambandh

Akeli Hoon Main Piya Aa Andhere Mein Jo Baithe Hai Apni Maa Ki Kismat Par Apni Mata Ke Dulare Bachhe Chal Akela Chal Akela He Jagat Pita Parmatma Jo Diya Tha Tumne Ek Din Mere Paas Hai Aur Na Kuch Logon Tumko Toh Croron Saal Huye Yeh Khushi Leke Main Kya Karoon