Mere Dil Par Chal Rahe Hain song lyrics

Movie Dillagi
Year 1966
Music By Laxmikant Pyarelal
Singer Lata Mangeshkar
Lricist Majrooh Sultanpuri
Duration N/A

Not Rated Yet

Mere Dil Par Chal Rahe Hai Abhi Jis Nazar Ke Saaye Yahi Dil Mein Rahte Rahte Kahin Dard Ban Na Jaaye - 2 Mere Dil Par Chal Rahe Hai Abhi Jis Nazar Ke Saaye Yahi Dil Mein Rahte Rahte Kahin Dard Ban Na Jaaye - 2 Woh Jo Masto Bekhabar Hai Abhi Apne Bakpan Mein Woh Jo Masto Bekhabar Hai Abhi Apne Bakpan Mein Woh Adaayein Khash Jaise Mere Dil Ki Anjuman Mein Kabhi Ik Diya Jalaaye Kabhi Ik Diya Bujhaye Yahi Dil Mein Rahte Rahte Kahin Dard Ban Na Jaaye - 2 Jo Huyi Sahar To Jaga Wahi Ik Khayal Unka - 2 Mere Aayine Mein Aaya Woh Rukhe Jamal Unka Kabhi Aap Hi Khafa Hai Kabhi Aap Muskuraye Yahi Dil Mein Rahte Rahte Kahin Dard Ban Na Jaaye - 2 Ye Naye Naye Se Armaan Na To Khwaab Hai Na Sapne Ye Naye Naye Se Armaan Na To Khwaab Hai Na Sapne Koyi Maane Ya Na Maane Mujhe Lag Rahe Hai Apne Wahi Ajnabi Se Bankar Jo Khade Hai Sar Jhukaye Yahi Dil Mein Rahte Rahre Kahin Dard Ban Na Jaaye - 2 Mere Dil Pe Chal Rahe Hai Abhi Jis Nazar Ke Saaye Yahi Dil Mein Rahte Rahte Kahin Dard Ban Na Jaaye

Mere Dil Par Chal Rahe Hain lyrics in hindi

मेरे दिल पर चल रहे है अभी जिस नज़र के साये यही दिल में रहते रहते कहीं दर्द बन न जाए २ मेरे दिल पर चल रहे है अभी जिस नज़र के साये यही दिल में रहते रहते कहीं दर्द बन न जाए २ वो जो मस्तो बेखबर है अभी अपने बाकपन में वो जो मस्तो बेखबर है अभी अपने बाकपन में वो अदाएं खाश जैसे मेरे दिल की अंजुमन में कभी इक दिया जलाये कभी इक दिया बुझाये यही दिल में रहते रहते कहीं दर्द बन न जाए २ जो हुयी सहर तो जगा वही इक ख्याल उनका २ मेरे आईने में आया वो रूखे जमाल उनका कभी आप ही खफा है कभी आप मुस्कुराये यही दिल में रहते रहते कहीं दर्द बन न जाए २ ये नए नए से अरमान न तो ख्वाब है न सपने ये नए नए से अरमान न तो ख्वाब है न सपने कोई माने या न माने मुझे लग रहे है अपने वही अजनबी से बनकर जो खड़े है सर झुकाये यही दिल में रहते रहरे कहीं दर्द बन न जाए २ मेरे दिल पे चल रहे है अभी जिस नज़र के साये यही दिल में रहते रहते कहीं दर्द बन न

More Lyrics of Dillagi

Ab Jeene Ka Mausam Aaya Dupatta Odh Nikle Bahar Dekho Hum Ji Lenge Bin Tumhare Kya Kahun Aaj Kya Baat Hai Mere Dil Par Chal Rahe Hain O Aane Wale Par Tum To Na Aaye Poochho Toh Naam Bhi Apna Tauba Yeh Nazare Yeh Katil Ishaare Yeh Aajkal Ke Ladke Likhte Na