Kuchh Sher Sunata Hoon Main song lyrics

Movie Ek Dil Sau Afsane
Year 1963
Music By Shankar-Jaikishan
Singer Mukesh
Lricist Shailendra and Hasrat Jaipuri
Duration 5:24

Not Rated Yet

Kuch Sher Sunaataa Hoon Main - 2 Jo Tujhse Mukhaatib Hain Ek Husn Pari Dil Mein Hai Ye Unse Mukhaatib Hain Ek Husn Pari Dil Mein Hai Ye Unse Mukhaatib Hain Seekhi Hai Tumse Phool Ne Hansne Ki Har Adaa Seekhi Hawaa Ne Tumse Hi Chalne Ki Har Adaa Aainaa Tumko Dekh Ke Hairaan Ho Gaya Ik Bezubaan Tumse Pashemaan Ho Gaya Kitni Bhi Taareef Karoon Rukti Nahin Zubaan - 2 Kuch Sher Sunaataa Hoon Main Jo Tujhse Mukhaatib Hain Ek Husn Pari Dil Mein Hai Ye Unse Mukhaatib Hain Ek Husn Pari Dil Mein Hai Ye Unse Mukhaatib Hain Haathon Ki Loch Ras Bhari Shaakhon Ki Daastan Nazuk Hatheliyon Pe Woh Mehndi Ka Gulsitaan Pad Jaaye Tumpe Dhoop To Sanwlaaye Goraa Tan Makhmal Pe Tum Chalo To Chhilen Paaon Gulbadan Kitni Bhi Taareef Karoon Rukti Nahin Zubaan - 2 Kuch Sher Sunaataa Hoon Main Jo Tujhse Mukhaatib Hain Ek Husn Pari Dil Mein Hai Ye Unse Mukhaatib Hain Ek Husn Pari Dil Mein Hai Ye Unse Mukhaatib Hain Aankhein Agar Jhuken To Mohabbat Machal Uthhen Nazren Agar Uthen To Qayaamat Machal Uthhe Andaaz Main Huzoor Ka Saani Nahin Koyi Donon Jahanmein Aisi Jawaani Nahin Koyi Kitni Bhii Taareef Karoon Rukti Nahin Zubaan - 2 Kuch Sher Sunaataa Hoon Main Jo Tujhse Mukhaatib Hain Ek Husn Pari Dil Mein Hai Ye Unse Mukhaatib Hain Ek Husn Pari Dil Mein Hai Ye Unse Mukhaatib Hain

Kuchh Sher Sunata Hoon Main lyrics in hindi

कुछ शेर सुनाता हूँ मैं २ जो तुझसे मुखातिब हैं एक हुस्न पारी दिल में है ये उनसे मुखातिब हैं एक हुस्न पारी दिल में है ये उनसे मुखातिब हैं सीखी है तुमसे फूल ने हंसने की हर अदा सीखी हवा ने तुमसे ही चलने की हर अदा आइना तुमको देख के हैरान हो गया इक बेज़ुबान तुमसे पशेमान हो गया कितनी भी तारीफ़ करून रूकती नहीं जुबां २ कुछ शेर सुनाता हूँ मैं जो तुझसे मुखातिब हैं एक हुस्न पारी दिल में है ये उनसे मुखातिब हैं एक हुस्न पारी दिल में है ये उनसे मुखातिब हैं हाथों की लोच रस भरी शाखों की दास्ताँ नाज़ुक हथेलियों पे वो मेहँदी का गुलसितां पद जाए तुमपे धुप तो सँवलाये गोरा तन मखमल पे तुम चलो तो छीलें पाऊँ गुलबदन कितनी भी तारीफ़ करून रूकती नहीं जुबां २ कुछ शेर सुनाता हूँ मैं जो तुझसे मुखातिब हैं एक हुस्न पारी दिल में है ये उनसे मुखातिब हैं एक हुस्न पारी दिल में है ये उनसे मुखातिब हैं आँखें अगर झुकें तो मोहब्बत मचल उठें नज़रें अगर उठें तो क़यामत मचल उठे अंदाज़ मैं हुज़ूर का सानी नहीं कोई दोनों जहनमें ऐसी जवानी नहीं कोई कितनी भी तारीफ़ करून रूकती नहीं जुबां २ कुछ शेर सुनाता हूँ मैं जो तुझसे मुखातिब हैं एक हुस्न पारी दिल में है ये उनसे मुखातिब हैं एक हुस्न पारी दिल में है ये उनसे मुखातिब

More Lyrics of Ek Dil Sau Afsane

Door Ke O Chanda Ek Dil Aur Sau Afsane Kuchh Sher Sunata Hoon Main Mast Nazar Dekh Idhar O Jadugar Pyar Ke Ye Bata Sunoji Suno Hamari Bhi Suno Tum Hi Tum Ho Mere Jeevan Mein