Kisi Gul Ki Yeh Kismat Hai Ki Woh song lyrics

Movie Sanjog
Year 1972
Music By R D Burman
Singer Mohammed Rafi
Lricist Anand Bakshi
Duration N/A

Not Rated Yet

Kisi Gul Ki Ye Kismat Hai Ke Woh Sehre Mein Sajta Hai Kisi Ko Koyi Apne Yar Ki Turbat Pe Rakhata Hai Ik Se Phool Gulistan Mein Khila Karate Hai Phir Bhi Har Phool Ki Taqdeer Juda Hoti Hai - 2 Ik Se Chehre Ik Se Chehre Haye Ik Se Chehre Yahan Sab Ko Mila Karate Hai Phir Bhi Har Chehre Ki Tasver Juda Hoti Hai - 2 - 2 Kafas Mein Band Hai Koyi To Koyi Ashiyane Me To Koyi Ashiyane Mein Nahin Dekha Koyi Azad Hum Ne Is Zamaane Mein To Hamne Is Zamaane Me Jise Bhi Hum Ne Dekha Paresha Haal Dekha Garaj Ke Har Jagah Pe Bicha Ik Jaal Dekha Ik Si Qaid Mein Sab Log Jiya Karate Hai Phir Bhi Har Kaidi Ki Zanjeer Juda Hoti Hai Ik Se Phool Ik Se Phool Gulistan Mein Khila Karate Hai Phir Bhi Har Phool Ki Taqdeer Juda Hoti Hai - 2 Yahi Sab Ki Kahani Hai Yahi Sab Ka Phasana Hai - 2 Koyi Dolat Ka Hai Ashiq Koyi Shohrat Ka Deewana Hai - 2 Ese Hasrat Hai Koyi Usey Armaan Koyi Tamannao Se Khaali Nahin Insaan Koyi Ik Se Khwaab Nigaahon Mein Basa Karate Hai Phir Bhi Har Khwaab Ki Tabir Juda Hoti Hai Ik Se Phool Ik Se Phool Ik Se Haan Ik Se Phool Gulistan Mein Khila Karate Hai Phir Bhi Har Phool Ki Taqdeer Juda Hoti Hai - 2 Phir Bhi Har Phool Ki Taqdeer Juda Hoti Hai Phir Bhi Har Phool Ki Lyrics Typed By : Shristy Sharma

Kisi Gul Ki Yeh Kismat Hai Ki Woh lyrics in hindi

किसी गुल की ये किस्मत है के वो सेहरे में सजता है किसी को कोई अपने यार की तुर्बत पे रखता है इक से फूल गुलिस्तां में खिला करते है फिर भी हर फूल की तक़दीर जुड़ा होती है २ इक से चेहरे इक से चेहरे हाय इक से चेहरे यहाँ सब को मिला करते है फिर भी हर चेहरे की तस्वीर जुड़ा होती है २ कफस में बंद है कोई तो कोई आशियाने में तो कोई आशियाने में नहीं देखा कोई आज़ाद हम ने इस ज़माने में तो हमने इस ज़माने में जिसे भी हम ने देखा परेशा हाल देखा गरज के हर जगह पे बिछा इक जाल देखा इक सी क़ैद में सब लोग जिया करते है फिर भी हर कैदी की ज़ंजीर जुड़ा होती है इक से फूल इक से फूल गुलिस्तां में खिला करते है फिर भी हर फूल की तक़दीर जुड़ा होती है २ यही सब की कहानी है यही सब का फसाना है २ कोई दोलत का है आशिक़ कोई शोहरत का दीवाना है २ ऐसे हसरत है कोई उसे अरमान कोई तमन्नाओ से खाली नहीं इंसान कोई इक से ख्वाब निगाहों में बसा करते है फिर भी हर ख्वाब की ताबीर जुड़ा होती है इक से फूल इक से फूल इक से हाँ इक से फूल गुलिस्तां में खिला करते है फिर भी हर फूल की तक़दीर जुड़ा होती है २ फिर भी हर फूल की तक़दीर जुड़ा होती है फिर भी हर फूल की

More Lyrics of Sanjog

Ek Do Teen Chaar Paanch Chhe Kisi Gul Ki Yeh Kismat Hai Ki Woh Man Mandir Mein Preet Ka Roop Ye Tera Jisne Banaya