Kehne Ko Jashn-E-Bahaara Hai song lyrics

Movie Jodhaa Akbar
Year 2008
Music By A R Rahman
Singer Javed Ali
Lricist Javed Akhtar
Duration N/A

Not Rated Yet

Kahne Ko Jashn-E-Bahaara Hai Ishq Ye Dekhke Hairaan Hai - (2) Phool Se Khushboo Khafa Khafa Hai Gulshan Mein Chhupa Hai Koyi Ranj Fiza Ki Chilman Mein Saare Sehme Nazaare Hain Soye Soye Waqt Ke Dhaare Hain Aur Dil Mein Koyi Khoyi Si Baten Hain Kahne Ko Jashn-E-Bahaara Hai Ishq Ye Dekhke Hairaan Hai Phool Se Khushboo Khafa Khafa Hai Gulshan Mein Chhupa Hai Koyi Ranj Fiza Ki Chilman Mein Kaise Kahen Kya Hai Sitam Sochate Hai Ab Ye Hum Koyi Kaise Kahen Woh Hai Ya Nahin Humaare Karate To Hai Saath Safar Faasale Hain Phir Bhi Magar Jaise Milte Nahin Kisi Dariya Ke Do Kinaare Pasa Hain Phir Bhi Paas Nahin Hum Ko Ye Gum Raas Nahin Seeshe Ki Ek Diwaar Hai Jaise Darmiyaan Saare Sehme Nazaare Hain Soye Soye Waqt Ke Dhaare Hain Aur Dil Mein Koyi Khoyi Si Baten Hain Kahne Ko Jashn-E-Bahaara Hai Ishq Ye Dekhke Hairaan Hai Phool Se Khushboo Khafa Khafa Hai Gulshan Mein Chhupa Hai Koyi Ranj Fiza Ki Chilman Mein Hamne Ne Jo Tha Naghma Suna Dil Ne Tha Usko Chuna Ye Daastan Hamein Waqt Ne Kaisi Sunayi Hum Jo Agar Hai Gumgin Woh Bhi Udhaar Khush To Nahin Mulaakaato Mein Jaise Ghul Si Gayi Tanhaai Milake Bhi Hum Milate Nahin Khilake Bhi Gul Khilate Nahin Aankhon Mein Hai Bahaaren Dil Mein Khija Saare Sehme Nazaare Hain Soye Soye Waqt Ke Dhaare Hain Aur Dil Mein Koyi Khoyi Si Baten Hain O Ho Kahne Ko Jashn-E-Bahaara Hai Ishq Ye Dekhke Hairaan Hai Phool Se Khushboo Khafa Khafa Hai Gulshan Mein Chhupa Hai Koyi Ranj Fiza Ki Chilman Mein

Kehne Ko Jashn-E-Bahaara Hai lyrics in hindi

कहने को जश्न ए बहार है इश्क़ ये देखके हैरान है २ फूल से खुश्बू खफा खफा है गुलशन में छुपा है कोई रंज फ़िज़ा की चिलमन में सारे सहमे नज़ारे हैं सोये सोये वक़्त के धारे हैं और दिल में कोई खोयी सी बातें हैं कहने को जश्न ए बहार है इश्क़ ये देखके हैरान है फूल से खुश्बू खफा खफा है गुलशन में छुपा है कोई रंज फ़िज़ा की चिलमन में कैसे कहें क्या है सितम सोचते है अब ये हम कोई कैसे कहें वो है या नहीं हमारे करते तो है साथ सफ़र फासले हैं फिर भी मगर जैसे मिलते नहीं किसी दरिया के दो किनारे पासा हैं फिर भी पास नहीं हम को ये गम रास नहीं शीशे की एक दिवार है जैसे दरमियान सारे सहमे नज़ारे हैं सोये सोये वक़्त के धारे हैं और दिल में कोई खोयी सी बातें हैं कहने को जश्न ए बहार है इश्क़ ये देखके हैरान है फूल से खुश्बू खफा खफा है गुलशन में छुपा है कोई रंज फ़िज़ा की चिलमन में हमने ने जो था नग्मा सुना दिल ने था उसको चुना ये दास्ताँ हमें वक़्त ने कैसी सुनायी हम जो अगर है गमगीन वो भी उधार खुश तो नहीं मुलाकातो में जैसे घुल सी गयी तन्हाई मिलके भी हम मिलते नहीं खिलके भी गुल खिलते नहीं आँखों में है बहारें दिल में खिजा सारे सहमे नज़ारे हैं सोये सोये वक़्त के धारे हैं और दिल में कोई खोयी सी बातें हैं ओ हो कहने को जश्न ए बहार है इश्क़ ये देखके हैरान है फूल से खुश्बू खफा खफा है गुलशन में छुपा है कोई रंज फ़िज़ा की चिलमन

More Lyrics of Jodhaa Akbar

Azeem-O-Shaan Shahenshah Inn Lamho Ke Daaman Mein Kehne Ko Jashn-E-Bahaara Hai Khwaja Mere Khwaja Mann Mohana Kanha Suno Na