Jana Hai Humen To Jahan Karar Mile song lyrics

Movie Paanch Dushman
Year 1971
Music By R D Burman
Singer Kishore Kumar and Lata Mangeshkar
Lricist Majrooh Sultanpuri
Duration 4:15

Not Rated Yet

Jaana Hai Hamein To Jahankaraar Mile - (2) Lutenge Raahon Mein Jahanbahaar Mile Jaana Hai Jab Tak Chalu Chalatee Rahun Main Baahon Ke Saaye Mein Tere Jaana Hamein Kaha Ye Bhi Nahin Soche Neend Si Aankhon Mein Bhare Manzil Hamein Mile Na Mile Tera Pyar Mile Arey Jaana Hai Hamein To Jahanqaraar Mile Lutenge Raahon Mein Jahanbahaar Mile Jaana Hai - 2 Mujhe Duniya Mein Jeene Ka Sahaara Kaafee Hai Dil Ki Lagi Kuch Bhi Na Chaahun Rahe Mere Liye Ye Tere Hothon Ki Hansi Saari Duniya Se Lena Hamein Kya Hamko Yaar Mile Jaana Hai Hamein To Jahanqaraar Mile Lutenge Raahon Mein Jahanbahaar Mile Jaana Hai Tere Sang Piya Padte Hain Mere Nil Gagan Pe Kadam Tum Ho Mere To Dharti Ghata Pe Raaj Hamara Hai Sanam Ho Aaj Nazaare Sar Jhuka Ke Sau Sau Baar Mile Arey Jaana Hai Hamein To Jahanqaraar Mile Lutenge Raahon Mein Jahanbahaar Mile Jaana Hai Hamein To Jahanqaraar Mile Jaana Hai

Jana Hai Humen To Jahan Karar Mile lyrics in hindi

जाना है हमें तो जहाँकरार मिले २ लूटेंगे राहों में जहाँबाहार मिले जाना है जब तक चलूँ चलाती रहूँ मैं बाहों के साये में तेरे जाना हमें कहा ये भी नहीं सोचे नींद सी आँखों में भरे मंज़िल हमें मिले न मिले तेरा प्यार मिले अरे जाना है हमें तो जहाँकरार मिले लूटेंगे राहों में जहाँबाहार मिले जाना है मुझे दुनिया में जीने का सहारा काफी है दिल की लगी कुछ भी न चाहूं रहे मेरे लिए ये तेरे होठों की हंसी साड़ी दुनिया से लेना हमें क्या हमको यार मिले जाना है हमें तो जहाँकरार मिले लूटेंगे राहों में जहाँबाहार मिले जाना है तेरे संग पिया पड़ते हैं मेरे नील गगन पे कदम तुम हो मेरे तो धरती घटा पे राज हमारा है सनम हो आज नज़ारे सर झुका के सौ सौ बार मिले अरे जाना है हमें तो जहाँकरार मिले लूटेंगे राहों में जहाँबाहार मिले जाना है हमें तो जहाँकरार मिले जाना

More Lyrics of Paanch Dushman

Bichhua Bane Piya Tere Nain Hum To Hain Sabke Yaar Jana Hai Humen To Jahan Karar Mile Jeena To Hai Par Ae Dil Kahan Jo Bhi Hua Hai Woh Pyaar Mein Samjha Main Kismat Khul Gayi