Jahan Mein Aayi Diwali song lyrics

Movie Taj
Year 1956
Music By Hemant Kumar
Singer Lata Mangeshkar
Lricist Rajendra Krishan and Rajinmder Krishan
Duration 3:19

Not Rated Yet

Jahan Mein Aayi Deewali Bade Charaagh Jale Hamare Dil Mein Tere Gham Ke Daagh Jale Kadam Kadam Pe Charaago Ka Aaj Mela Hai Bujha Hua Mere Dil Kaa, Diya Akela Hai Kabhi Na Aise Kisi Ki Khushi Ka Baagh Jale Hamare Dil Mein Tere Gham Ke Daagh Jale . Ajeeb Rang Liye Ab Ke Aayi Deewali Kisi Ne Ghar Ko Jala Ke Manaayee Deewali Udhaar Charaagh Idhar Dil Ka Daagh Daagh Jale Hamare Dil Mein Tere Gham Ke Daagh Jale Zameen Pe Utara Hua Kaafila Sitaaro Ka Dilaaye Yaad Sama, Pyar Ki Bahaaro Ka Jo Tum Nahin Ho To Kaise, Mera Charaagh Jale Hamare Dil Mein Tere Gham Ke Daagh Jale Jahan Mein Aayi Diwaali Bade Charaagh Jale Hamare Dil Mein Tere Gham Ke Daagh Jale

Jahan Mein Aayi Diwali lyrics in hindi

जहाँ में आयी दीवाली बड़े चराग़ जले हमारे दिल में तेरे ग़म के दाग़ जले कदम कदम पे चरागो का आज मेला है बुझा हुआ मेरे दिल का दिया अकेला है कभी न ऐसे किसी की ख़ुशी का बाघ जले हमारे दिल में तेरे ग़म के दाग़ जले अजीब रंग लिए अब के आयी दीवाली किसी ने घर को जला के मनाई दीवाली उधार चराग़ इधर दिल का दाग़ दाग़ जले हमारे दिल में तेरे ग़म के दाग़ जले ज़मीन पे उतरा हुआ काफिला सितारो का दिलाये याद समां प्यार की बहारों का जो तुम नहीं हो तो कैसे मेरा चराग़ जले हमारे दिल में तेरे ग़म के दाग़ जले जहाँ में आयी दिवाली बड़े चराग़ जले हमारे दिल में तेरे ग़म के दाग़

More Lyrics of Taj

Balma Ja Main Tujhse Haari Bansi Ki Dhun Sun Bansuria Phir Se Baja Kanhaiya Ek Baat Bata De Jogi Gori Bulaye Tera Sanwariya Jahan Mein Aayi Diwali Jhoom Jhoom Kar Chali Akeli Mohe Chhod Gayo Mora Sanwariya Mori Binati Suno Bhagwan Tum Sang Lage Piya More Naina Yeh Jogan Kab Teri Hogi Yeh Kaisa Toofan Utha